Tere Mere Pyar Ka Dushman Lyrics, Singer & Song Details

Mohabbat Ki Kasam 1986 album cover

Mohabbat Ki Kasam 1986 Album Details

K Pappu
Kamalkant
Kulwant Jani
Amjad Khan, Kulbhushan Kharbanda, Tanuja

album songs
Tere Mere Pyar Ka Dushman
Singer : Shabbir Kumar

Tere Mere Pyar Ka Dushman Lyrics

Song Title = Tere Mere Pyar Ka Dushman
Movie/Album = Mohabbat Ki Kasam (1986)
Singer = Shabbir Kumar
Lyricist = Kulwant Jani
Music Director = Kamalkant

Mp3 Song Lyrics

((tere mere pyar ka dusman jamana ho gaya
jine ka sahara tha jo marne ka bahana ho gaya
haye marne ka bahana ho gaya
tere mere pyar ka dusman jamana ho gaya
jine ka sahara tha jo marne ka bahana ho gaya
haye marne ka bahana ho gaya

pathar dil ye duniya hai kon sune friyad yaha
daulat vale jeet gaye dil vale barbad yaha
dil vale barbad yaha hatho ki lakiro ka
o hatho ki lakiro ka jhutha fasana ho gaya
jine ka sahara tha jo marne ka bahana ho gaya
haye marne ka bahana ho gaya

aankho me to aansu hai dard ki gar me palta hai
ye bhi apni kismat hai sawan me ghar jalta hai
sawan me ghar jalta hai dil tera mera haye
o dil tera mera haye gamo ka nisana ho gaya
jine ka sahara tha jo marne ka bahana ho gaya
haye marne ka bahana ho gaya..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Tere Mere Pyar Ka Dushman

Tere Mere Pyar Ka Dushman is a song from Mohabbat Ki Kasam 1986. It is sung by Shabbir Kumar. Lyrics are credited to Kulwant Jani. Music information: Kamalkant. Read the lyrics above and view the Mohabbat Ki Kasam 1986 album song list for more songs and album details.