Tere Mere Darmiya Lyrics, Singer & Song Details

Inkaar 2013 album cover

Inkaar 2013 Album Details

Sudhir Mishra
None
None
Arjun Rampal, Chitrangada Singh

album songs
Tere Mere Darmiya
Singer : Swanand Kirkire

Tere Mere Darmiya Lyrics

Song Title = Tere Mere Darmiya
Movie/Album = Inkaar 2013
Singer = Swanand Kirkire

Mp3 Song Lyrics

((Kyun nigaahein nigaahon ko shikve sunaaye
Murda afsurda lafzon ke mani jagaaye

Jo hai khud se shikaayat
Kyun tujhko bataaye
Kyun hum yaadon ke rangon se
Khwaabon ko sajaaye
Ek aisi baat badh rahi hai
Tere mere darmiyaan
Ek aisi baat chal rahi hai
Tere mere darmiyaan
Kyun subah khil rahi hai
Tere mere darmiyaan
Kyun shaam dhal rahi hai
Tere mere darmiyaan

Kyun nigaahein nigaahon ko shikve sunaaye
Murda afsurda lafzon ke mani jagaaye

Baat sehmi sehmi si
Teri oar thi chali
Fisal gayi kyun
Maine barf si kahi
Shola ban tujhe mili
Badal gayi kyun
Mayanon ke bojh se
Baat seedhi saadhi se
Kuchal gayi kyun
Baat aandhiyaan liye
Hothon tak to aayi thi
Thithak gayi kyun
Baat koi geet ban
Haule gungunaai thi
Baras gayi kyun
Baat reshami se yeh
Sej pe bichhaai thi
Ulajh gai kyun
Hai bolo na, hai bolo na, Hi bolo na
Hum ko bhanwar mein yun chhodo na
Dhhai sa aakhar hai bolo na
Bolo na ji, bolo na ji, bolo na..

Ek aisi baat badh rahi hai
Tere mere darmiyaan
Ek aisi baat chal rahi hai
Tere mere darmiyaan
Kyun subah khil rahi hai
Tere mere darmiyaan
Kyun shaam dhal rahi hai
Tere mere darmiyaan

Kyun nigaahein nigaahon ko shikve sunaaye
Murda afsurda lafzon ke mani jagaaye

Jo hai khud se shikaayat
Kyun tujhko bataaye
Kyun hum yaadon ke rangon se
Khwaabon ko sajaaye
Ek aisi baat badh rahi hai
Tere mere darmiyaan
Ek aisi baat chal rahi hai
Tere mere darmiyaan
Kyun subah khil rahi hai
Tere mere darmiyaan
Kyun shaam dhal rahi hai
Tere mere darmiyaan

Kyun nigaahein nigaahon ko shikve sunaaye
Murda afsurda lafzon ke mani jagaaye

Ek aisi baat badh rahi hai
Tere mere darmiyaan
Ek aisi baat chal rahi hai
Tere mere darmiyaan
Kyun subah khil rahi hai
Tere mere darmiyaan
Kyun shaam dhal rahi hai
Tere mere darmiyaan...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tere Mere Darmiya

Tere Mere Darmiya is a song from Inkaar 2013. It is sung by Swanand Kirkire. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Inkaar 2013 album song list for more songs and album details.