Tere Liye Yeh Sare Nazaare Lyrics, Singer & Song Details

Main Aur Mere Haathi 1981 album cover

Main Aur Mere Haathi 1981 Album Details

R Thiagaraj
Anandj, Kalyanji
Maya Govind
Mithun Chakraborty, Poonam Dhillon, Suresh Oberoi, Sharat Saxena

album songs
Tere Liye Yeh Sare Nazaare
Singer : Kishore Kumar, Anuradha

Tere Liye Yeh Sare Nazaare Lyrics

Song Title = Tere Liye Yeh Sare Nazaare
Movie/Album = Main Aur Mere Haathi (1981)
Singers = Anuradha Paudwal, Kishore Kumar
Song Lyricists = Maya Govind
Music Director = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Director = R. Thiagaraj
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Ho tere liye yeh sare nazaare
Mere liye bas tu hai tu hi tu hai
Main kho gaya jo tera ho gaya
Yeh tere pyar ki khushbu hai
Main kho gaya jo tera ho gaya
Yeh tere pyar ki khushbu hai

Ho tere liye rangin bahare
Mere liye bas tu hai ti hi tu hai
Main kho gayi jo teri ho gayi
Yeh tere pyar ki khushbu hai
Main kho gayi jo teri ho gayi
Yeh tere pyar ki khushbu hai

Ho naino ke wadiyo se
Tune mujhe pukara
Naino ke wadiyo se
Tune mujhe pukara
Madhosh ho gaya hai
Dekho yeh dil hamara
Ho sara chaman kahe
Sara chaman kahe
Dharti gagan kahe
Mere liye bas tu hai
Main kho gaya jo tera ho gayi
Yeh tere pyar ki khushbu hai
Main kho gayi jo teri ho gayi
Yeh tere pyar ki khushbu hai

Ho sajna main teri chhaya
Tu mujh mein hai samaya
Sajna main teri chhaya
Tu mujh mein hai samaya
Har cheez ho parayi
Par tu na ho paraya
Ho wada hai yeh wada
Wada hai yeh wada
Koi ho kisi ka mere liye bas tu hai
Main kho gaya jo tera ho gayi
Yeh tere pyar ki khushbu hai
Main kho gayi jo teri ho gayi
Yeh tere pyar ki khushbu hai
Ho tere liye yeh sare nazaare
Mere liye bas tu hai tu hi tu hai
Tere liye rangin bahare
Mere liye bas tu hai ti hi tu hai
Main kho gaya main kho gayi
Yeh tere pyar ki khushbu hai
Main kho gaya main kho gayi
Yeh tere pyar ki khushbu hai))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tere Liye Yeh Sare Nazaare

Tere Liye Yeh Sare Nazaare is a song from Main Aur Mere Haathi 1981. It is sung by Kishore Kumar, Anuradha. Lyrics are credited to Maya Govind. Music information: Anandj, Kalyanji. Read the lyrics above and view the Main Aur Mere Haathi 1981 album song list for more songs and album details.