Tere Liye Rehta Hain Lyrics, Singer & Song Details

Paandav 1995 album cover

Paandav 1995 Album Details

Raj N Sippy
Jatin Pandit, Lalit Pandit
Vinoo Mahendra
Akshay Kumar, Nandini

album songs
Tere Liye Rehta Hain
Singer : Alka Yagnik, Kumar Sanu

Tere Liye Rehta Hain Lyrics

Song Title = Tere Liye Rehta Hain
Movie/Album = Paandav (1995)
Singers = Alka Yagnik, Kumar Sanu
Song Lyricists = Vinoo Mahendra
Music Composer = Jatin Pandit, Lalit Pandit
Director = Raj N. Sippy
Music Label = Tips Records

Mp3 Song Lyrics

((Tere liye rehta hai dil beqaraar
Tujhe dekhte hi mujhe
Chadhe hai bukhar haye
Tere liye rehta hai dil beqaraar
Tujhe dekhte hi mujhe chadhe hai bukhar
Tere liye rehta hai dil beqaraar
Tujhe dekhte hi mujhe chadhe hai bukhar
Kabhi ek sau tin kabhi ek sau char
Kabhi ek sau tin kabhi ek sau char
Isko hi yaar mere kehte hai pyar
Tujhe dekhte hi mujhe chadhe hai bukhar
Isko hi yaar mere kehte hai pyar
Tujhe dekhte hi mujhe chadhe hai bukhar
Kabhi ek sau tin kabhi ek sau char
Kabhi ek sau tin kabhi ek sau char

Bechain dil mera bechain dil
Isko na jaane kya ho gaya
Tuhi bata mere dil ka pata
Tere hi sapno mein kho gaya
Are jabse hui tumse sanam aankh meri char
Chadhta jaaye para mera sun le mere yaar
Kabhi ek sau tin kabhi ek sau char
Kabhi ek sau tin kabhi ek sau char
Isko hi yaar mere kehte hai pyar
Tujhe dekhte hi mujhe chadhe hai bukhar
Kabhi ek sau tin kabhi ek sau char
Kabhi ek sau tin kabhi ek sau char

Kaisi hai ye meri deewangi
Aankho mein rehta bhai tu hi tu
Jalwe hazaar yu duniya mein hai
Mujhko hai teri hi aarzoo
Labz pe hi haath mera jaaye bar bar
Dekh dekh tharmameter main to gayi haar
Kabhi ek sau tin kabhi ek sau char
Kabhi ek sau tin kabhi ek sau char
Tere liye rehta hai dil beqaraar
Tujhe dekhte hi mujhe chadhe hai bukhar
Kabhi ek sau tin kabhi ek sau char
Kabhi ek sau tin kabhi ek sau char
Isko hi yaar mere kehte hai pyar
Tujhe dekhte hi mujhe chadhe hai bukhar
Kabhi ek sau tin kabhi ek sau char
Kabhi ek sau tin kabhi ek sau char
Kabhi ek sau tin kabhi ek sau char
Kabhi ek sau tin kabhi ek sau char...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Tere Liye Rehta Hain

Tere Liye Rehta Hain is a song from Paandav 1995. It is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Vinoo Mahendra. Music information: Jatin Pandit, Lalit Pandit. Read the lyrics above and view the Paandav 1995 album song list for more songs and album details.