Tere Liye Mere Liye Lyrics, Singer & Song Details

Raksha 1981 album cover

Raksha 1981 Album Details

Ravikant Nagaich
Rahul Dev Burman
Anand Bakshi
Agha, Parveen Babi, Prem Bedi

album songs
Tere Liye Mere Liye
Singer : Kishore Kumar

Tere Liye Mere Liye Lyrics

Song Title = Tere Liye Mere Liye
Movie/album = Raksha (1981)
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Rahul Dev Burman
Director = Ravikant Nagaich

Mp3 Song Lyrics

((Tere liye mere liye
Tere liye mere liye
Ye pyar ye jawani bane hai kisliye
Tere liye mere liye
Tere liye mere liye
Ye pyar ye jawani bane hai kisliye
Tere liye mere liye

Dilkash najaro se puchho
Rut ke isharo se puchho
Are mera nahi hai bharosha
Koi baharo se puchho
Ye phul itne sare khile hai kisliye
Ye phul itne sare khile hai kisliye
Tere liye mere liye
Tere liye mere liye
Ye pyar ye jawani bane hai kisliye
Tere liye mere liye

Kyu dil ko dhadka raha hai
Dil ko maja aa raha hai
Dekho ye mastana mausam
Humko yu bahka raha hai
Kaliyo pe ye bhaware ruke hai kisliye
Kaliyo pe ye bhaware ruke hai kisliye
Tere liye mere liye
Tere liye mere liye
Ye pyar ye jawani bane hai kisliye
Tere liye mere liye

Aankho me tujhko basaya
Mai tere dil me shamaya
Ab pyar pe aaya joban
Joban pe ab pyar aaya
Dil ko haseen arman mile hai kisliye
Dil ko haseen arman mile hai kisliye
Tere liye mere liye
Tere liye mere liye
Ye pyar ye jawani bane hai kisliye
Tere liye mere liye..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tere Liye Mere Liye

Tere Liye Mere Liye is a song from Raksha 1981. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Raksha 1981 album song list for more songs and album details.