Tere Liye Kabhi Milo To Lyrics, Singer & Song Details

Shaadi Se Pehle 2006 album cover

Shaadi Se Pehle 2006 Album Details

Satish Kaushik
Himesh Reshammiya
Sameer
Akshay Khanna, Mallika Sherawat, Ayesha Takia, Aftab Shivdasani, Suniel Shetty

album songs
Tere Liye Kabhi Milo To
Singer : Alka Yagnik, Udit Narayan

Tere Liye Kabhi Milo To Lyrics

Song Title = Tere Liye Kabhi Milo To
Movie/Album = Shaadi Se Pehle (2006)
Singer(s) = Alka Yagnik, Udit Narayan
Music Director = Himesh Reshammiya
Lyricist = Sameer

Mp3 Songs Lyrics

((Kyu mere dil mei yeh baat aaj aayi hai
Oh mere yaara tu deewana harjaai hai

Kabhi milo to hum batayen tumhe
Aye sanam
kitni hai mohabbat iss dil mein tere liye
Kabhi milo tu hum batayen tumhe
Aye sanam
kitni hai mohabbat iss dil mein tere liye

Kahin milo tu hum jatayen tumhe
Aye sanam
Kitni hai mohabaat iss dil mei
Tere liye

Kabhi milo tu hum jatayen
Kitni hai isidaat is dil mein
Tere liye ...

Tanha main rehta hoon
Mehfil mein
Tu hi hai raahoon mein
Manzil mein
Haan main tujhase
Oh maine tujse lagan lagayi re
Tu mera saaya hai mere parchaai hai
Yeh jism jaan tere liye
Mera jahaan tere liye

Kabhi milo tu hum bataye tumhen aye sanam ...
Thehari hai teri tasveer
Ankhoon mein
Yaara tu hi hai shaamil hai
Sasoon mein
Haan maine tujhpe
Ha maine tujh pe sab kuchh vaara hai
Tere chahathon ko saanson mein utaara hai

Main hoon bana tere liye
Har dastaan tere liye
Kabhi milo tu hum bataye tumhe aye sanam ...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tere Liye Kabhi Milo To

Tere Liye Kabhi Milo To is a song from Shaadi Se Pehle 2006. It is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Himesh Reshammiya. Read the lyrics above and view the Shaadi Se Pehle 2006 album song list for more songs and album details.