Tere Kuche Mein Lyrics, Singer & Song Details

Dillagi 1949 album cover

Dillagi 1949 Album Details

Abdul Rashid Kardar
Naushad Ali
Shakeel Badayuni
Shyam Kumar, Shyam, Suraiya

album songs
Tere Kuche Mein
Singer : Mohammed Rafi

Tere Kuche Mein Lyrics

Song Lyrics Title = Tere Kuche Mein
Song Lyrics Movie = Dillagi (1949)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Shakeel Badayuni
Music Composer = Naushad Ali
Director = Abdul Rashid Kardar

Mp3 Song Lyrics

((Tere kuche mein armano ki
Duniya leke aaya hu
Tujhi par jan dene ki
Tamanna leke aaya hu

Mila tha dil se jab dil
Yaad kar o bhulne wale
Are o bhulne wale
Mila tha dil se jab dil
Yaad kar o bhulne wale
Are o bhulne wale
Usi bite zamane ka
Sahara leke aaya hu
Tujhi par jan dene ki
Tamanna leke aaya hu

Jigar mein dard dil mein tees
Aur aankho mein do aasu
Are aankho mein do aasu
Jigar mein dard dil mein tees
Aur aankho mein do aasu
Are aankho mein do aasu
Jara tu dekh le aakar
Mai kya kya leke aaya hu
Tujhi par jan dene ki
Tamanna leke aaya hu

Wo afsana mohabbat ka
Kabhi jo tune cheda tha
Kabhi jo tune cheda tha
Wo afsana mohabbat ka
Kabhi jo tune cheda tha
Kabhi jo tune cheda tha
Wahi afsana hotho par
Adhura leke aaya hu
Tere kuche mein armano ki
Duniya leke aaya hu...))

Posted by : { Ritu Kesharwani }

About Tere Kuche Mein

Tere Kuche Mein is a song from Dillagi 1949. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Naushad Ali. Read the lyrics above and view the Dillagi 1949 album song list for more songs and album details.