Tere Kooche Mein Tera Diwana Lyrics, Singer & Song Details

Heer Raanjha 1970 album cover

Heer Raanjha 1970 Album Details

Chetan Anand
Madan Mohan
Kaifi Azmi
Raaj Kumar, Priya Rajvansh

album songs
Tere Kooche Mein Tera Diwana
Singer : Mohammad Rafi

Tere Kooche Mein Tera Diwana Lyrics

Song Title = Tere Kooche Mein Tera Diwana
Movie/Album = Heer Raanjha (1970)
Singer = Mohammad Rafi
Lyrics = Kaifi Azmi
MD = Madan Mohan

Mp3 Song Lyrics

((O oo ooo
oo
ooooo
oooooooo
ooooooooo

tere kooche mein tera deewaana
aaj dil kho baitha
aaj dil kho baitha
tere kooche mein tera deewana
aaj dil kho baitha
aaj dil kho baitha
aaj dil kho baitha
kho baitha
kho baitha
aaj dil kho baitha

tera deewaana hoon inkaar nahin
kaise keh doon ke mujhe pyaar nahin
tera deewaana hoon inkar nahin
kaise keh doon ke mujhe pyaar nahin
kuchh sharaarat teri aankhon ki bhi hai
main akela hi gunehgaar nahin
toone maangaa
aa
toone maanga to diya nazraana
tera deewaana
tera deewaana
aaj dil kho baitha
aaj dil kho baitha

Ooooo
Ooooooo
Ooooooooooo
tu nahin hai to adhoora sa nazar aata hoon
aaj apne mien bahut teri kami paata hoon
tu nahin hai to adhoora sa nazar aata hoon
aaj apne mien bahut teri kami paata hun
mujhko awaara samajhte hain ter gaaon ke log
teri sakhiyon mein main badnaam hua jaata hoon
har zubaan par hai
har zubaan par hai mere afsaana
tera deewana
tera deewaana
aaj dil kho baitha
aaj dil kho baitha

muskuraane ki ada bhi qaatil
sar jhukaane ki ada bhi qaatil
muskuraane ki ada bhi qaatil
sar jhukaane ki ada bhi qaatil
ishq ki baanhon mein aatey aatey
laut jaane ki ada bhi qaatil
kaise qaatil se
haay
kaise qaatil se hua yaaraana
tera deewana
tera deewaana
aaj dil kho baitha
aaj dil kho baitha
tere kooche mein tera deewaana
aaj dil kho baitha
aaj dil kho baitha
aaj dil kho baitha
kho baitha
kho baitha
aaj dil kho baitha
aaj dil kho baitha...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tere Kooche Mein Tera Diwana

Tere Kooche Mein Tera Diwana is a song from Heer Raanjha 1970. It is sung by Mohammad Rafi. Lyrics are credited to Kaifi Azmi. Music information: Madan Mohan. Read the lyrics above and view the Heer Raanjha 1970 album song list for more songs and album details.