Tere Jahaan Se Chal II Lyrics, Singer & Song Details

Rukhsana 1955 album cover

Rukhsana 1955 Album Details

R C Talwar
Sajjad Hussain
Khumar Barabankvi
Kishore Kumar, Meena Kumari, Shammi, Kum Kum

album songs
Tere Jahaan Se Chal II
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar

Tere Jahaan Se Chal II Lyrics

Song Title = Tere Jahaan Se Chal II
Movie/album = Rukhsana (1955)
Singers = Asha Bhosle, Kishore Kumar
Song Lyricists = Khumar Barabankvi
Music Director = Sajjad Hussain
Director = R.C. Talwar

Mp3 Song Lyrics

((Tere jahaan se chal diye
Dete hue duaayein hum
Tera khuda bhala karey
Sehtey rahein jafaayein ham
Shauk se gham utthaayenge
Shiqwey na lab pe laayenge
Shauq se gham uthhaayenge
Shiqwey na lab pe laayenge
Dil mein uthhega dard jab
Dengey tujhe duaayein ham

Hotaa hamein jo ye pata
Hona padega yun juda
Kadmon pe tere detey jaan
Leke teri balaayein hum

Jaatein hain ab salaam le
Salaam le
Dard bhara payaam le
Payaam le

Milney ki maangna duaa
Yaad kabhi jo aayein hum
Milney ki maangna duaa
Yaad kabhi jo aayein hum
Tere jahaan se chal diye
Dete huye duaayein hum
Tera khuda bhala karey
Sehtey rahein jafaayein hum
Tere jahaan se chal diye..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tere Jahaan Se Chal II

Tere Jahaan Se Chal II is a song from Rukhsana 1955. It is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. Lyrics are credited to Khumar Barabankvi. Music information: Sajjad Hussain. Read the lyrics above and view the Rukhsana 1955 album song list for more songs and album details.