Tere Ishq Mein Hui Awari Lyrics, Singer & Song Details

Ek Villain 2014 album cover

Ek Villain 2014 Album Details

Mohit Suri
Rabbi Ahmed, Adnan Dhool
Rabbi Ahmed, Adnan Dhool
Riteish Deshmukh, Sidharth Malhotra, Shraddha Kapoor

album songs
Tere Ishq Mein Hui Awari
Singer : Adnan Dhool, Momina Mustehsan

Tere Ishq Mein Hui Awari Lyrics

Song Title = Tere Ishq Mein Hui Awari
Movie/album = Ek Villain 2014
Singer = Adnan Dhool, Momina Mustehsan
Lyrics = Rabbi Ahmed, Adnan Dhool
Music = Rabbi Ahmed, Adnan Dhool

Mp3 Song Lyrics

((Teri baahon mein jo sakoon tha mila
Maine dhoondha bahut tha
Phir na milaa... aa..

Duniya chhoona chaahe mujhko yun
Jaisay unki saari ki saari main
Duniya dekhe roop mera
Koi na jaane bechari main

Haaye, tooti saari ki saari main
Tere ishq mein hui Awari main
Haaye, tooti saari ki saari main
Tere ishq mein hui Awari main..

Koi shaam bulaaye
Koi daam lagaaye
Main bhi upar se hansti
Par andar se haaye..

Kyun dard chupaye baithi hai
Kyun tu mujhse kehti hai
Main toh khud hi bikhra huaa

Haaye andar andar se toota main
Tere ishq mein khud hi se rootha main
Haaye andar andar se toota main..
Tere ishq mein khud hi se rootha main

Main jee bharke ro lun
Teri baahon mein so lun
Aa phir se mujhe mill
Main tujhse ye bolun..
Tu anmol thi
Pal pal bolti thi
Aisi chup tu laga ke gayi
Saari khushiyaan kha ke gayi

Haaye, andar andar se toota main
Tere ishq mein khud hi se rootha main

Haaye, teri hoon saari ki saari main
Ho.. par tere liye bazaari main..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tere Ishq Mein Hui Awari

Tere Ishq Mein Hui Awari is a song from Ek Villain 2014. It is sung by Adnan Dhool, Momina Mustehsan. Lyrics are credited to Rabbi Ahmed, Adnan Dhool. Music information: Rabbi Ahmed, Adnan Dhool. Read the lyrics above and view the Ek Villain 2014 album song list for more songs and album details.