Tere Is Jahan Me Lyrics, Singer & Song Details

Rog 2005 album cover

Rog 2005 Album Details

Himanshu Brahmbhatt
M. M. Keeravani
Neelesh Misra
Irrfan Khan, Ilene Hamann, Himanshu Malik

album songs
Tere Is Jahan Me
Singer : K.K.

Tere Is Jahan Me Lyrics

Song Title = Tere Is Jahan Me
Movie/album = Rog (2005)
Singers = Krishnakumar Kunnath (K.K)
Song Lyricists = Neelesh Misra
Music Director = M. M. Keeravani
Director = Himanshu Brahmbhatt

Mp3 Song Lyrics

((Tere is jahan main ey khuda
Woh nahi to lagta hai kuch nahi
Nahi ho ke b hai woh her jagah
Karon kyu yakeen kay woh ab nahi

Tere is jahan main ey khuda
Woh nahi to lagta hai kuch nahi
Nahi ho ke b hai woh her jagah
Karon kyu yakeen kay woh ab nahi

Tere is jahan main ey khuda

Hai udas tere bina shahar
Tujay yaad kartay hain raastay
Hai woh log apnay gharwa main band
Jo nikaltay thay tere wastay
Baharain jawani kahain gayae
Thi abhi khizan ki rut nahi

Tere is jahan main ey khuda
Woh nahi to lagta hai kuch nahi

Sab jeetay hain yahian zindigi
Tujay zindigi nay jiya magar
Tha woh rab b tanha tere bina
Tu bana liya tujay hum safar
Tujay cheen laon khuda se main
Koi us ka to tuj pe haq nahi

Tere is jahan main ey khuda..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tere Is Jahan Me

Tere Is Jahan Me is a song from Rog 2005. It is sung by K.K.. Lyrics are credited to Neelesh Misra. Music information: M. M. Keeravani. Read the lyrics above and view the Rog 2005 album song list for more songs and album details.