Tere Hoton Pe Lyrics, Singer & Song Details

Naam Kya Hai 1996 album cover

Naam Kya Hai 1996 Album Details

Sachin
Anand, Milind Shrivastav
Majrooh Sultanpuri
Amitabh Bachchan

album songs
Tere Hoton Pe
Singer : Sachin Gupta, Sadhana Sargam

Tere Hoton Pe Lyrics

Song Title = Tere Hoton Pe
Movie/Album = Naam Kya Hai (1999)
Singers = Sachin Gupta, Sadhana Sargam
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Composer = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = Sachin

Mp3 Song Lyrics

((Tere hoton pe apne hoton se
Likha doon aajaa apne dil ka afsana
O sajana apne dil ka afsana
Tere hoton pe apne hoton se
Likha doon aa jaa apne dil ka afsana
O sajana apne dil ka afsana

Likhana hain dil ne mere
Mere piya pehchana ab tere pyaar ko
Dilwala kyaa hota hain
Dekhe koi aake wo mere dildaar ko
Dekhe dildaar ko pehchane mere pyaar ko
Dekhe dildaar ko pehchane mere pyaar ko
Aaja kahein soche meri jaan
Tere hoton pe apne hoton se
Likha doon aaja apne dil ka afsana
O sajana apne dil ka afsana

O yaar jaana na tujhko ye deewana
Laaya hain kitani umang se
Dekho na phoolo ko liya hain maine to
Rang tere ang ang se
Mujhko bhi rang de meri jaan
Tere hoton ko apne hoton se
Likha doon aaja apne dil ka afsana
O sajana apne dil ka afsana

Tere hoton ko apne hoton se
Likha doon aaja apne dil ka afsana
O sajana apne dil ka afsana...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tere Hoton Pe

Tere Hoton Pe is a song from Naam Kya Hai 1996. It is sung by Sachin Gupta, Sadhana Sargam. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Naam Kya Hai 1996 album song list for more songs and album details.