Tere Ghungroo Ki Awaz Lyrics, Singer & Song Details

Ghungroo Ki Awaaz 1981 album cover

Ghungroo Ki Awaaz 1981 Album Details

Shyam Ramsay, Tulsi Ramsay
Rahul Dev Burman
Vijay Anand
Vijay Anand, Rekha, Shreeram Lagoo

album songs
Tere Ghungroo Ki Awaz
Singer : Kishore Kumar

Tere Ghungroo Ki Awaz Lyrics

Song Title = Tere Ghungroo Ki Awaz
Song Lyrics Movie = Ghungroo Ki Aawaz (1981)
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Vijay Anand
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Shyam Ramsay, Tulsi Ramsay

Mp3 Song Lyrics

((Hooooo Mere Humraaz
Kaisa Hai Yeh Raaz
Bulaati Hai Aur Kho Jaati Hai
Tere Ghungroo Ki Awaaz
Tere Ghungroo Ki Awaaz
Hooooooo Mere Humraaz
Kaisa Hai Yeh Raaz
Bulaati Hai Aur Kho Jaati Hai
Tere Ghungroo Ki Awaaz
Tere Ghungroo Ki Awaaz

Sitaaron Ne Sajaayee Thi Dagar
Hawaaon Ne Jhulaaya Bhi Magar Hmmmm..
Sitaaron Ne Sajaayee Thi Dagar
Hawaaon Ne Jhulaaya Bhi Magar
Jalaa Daale Jalaa Daale
Pankh Naseebon Ne
Reh Gayee Hasrat Parvaaz
Tere Ghungroo Ki Awaaz
Hooooo Mere Humraaz
Kaisa Hai Yeh Raaz
Bulaati Hai Aur Kho Jaati Hai
Tere Ghungroo Ki Awaaz
Tere Ghungroo Ki Awaaz

Andheron Mein Chhupi Hai Kiran
Milan Hai Par Yeh Kaisa Milan Hmmmm Hmmmm
Andheron Mein Chhupi Hai Kiran
Milan Hai Par Yeh Kaisa Milan
Adhura Hai, Adhura Hai
Geet Jeevan Ka
Aur Toota Toota Saaz
Tere Ghungroo Ki Awaaz
Hooooo Mere Humraaz
Kaisa Hai Yeh Raaz
Bulaati Hai Aur Kho Jaati Hai
Tere Ghungroo Ki Awaaz
Tere Ghungroo Ki Awaaz
Tere Ghungroo
Ki Awaaz....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tere Ghungroo Ki Awaz

Tere Ghungroo Ki Awaz is a song from Ghungroo Ki Awaaz 1981. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Vijay Anand. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Ghungroo Ki Awaaz 1981 album song list for more songs and album details.