Tere Dil Pe Naam Lyrics, Singer & Song Details

Kohram 1999 album cover

Kohram 1999 Album Details

Mehul Kumar
Dilip Sen, Sameer Sen
Anand Bakshi
Amitabh Bachchan, Nana Patekar, Tabu, Jayapradha

album songs
Tere Dil Pe Naam
Singer : Alka Yagnik, Hariharan

Tere Dil Pe Naam Lyrics

Song Title = Tere Dil Pe Naam
Movie/Album = Kohram 1999
Singers = Alka Yagnik, Hariharan
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Dilip Sen, Sameer Sen
Director = Mehul Kumar

Mp3 Song Lyrics

((Palako ko kalam bana ke
Kaajal me use duba ke
Aaja aaha uhu

Tere dil pe naam na likh du,
To meraa naam nahi
Koshish kar le tere bas ka ye kaam nahi
Tu pagal ho jayega to mere sar ilzaam nahi
Tere dil pe naam na likh du,
To mera naam nahi
Koshish kar le tere bas ka ye kaam nahi

Main laal chunariya odhungi,
Main teri zidd ko todungi
Jhuta ilzaam laga dungi,
Badanaam tujhe kar chhodungi
Tu mere dil se kyun guzara,
Ye rasta aam nahi
Haan tere dil pe naam na likh du,
To mera naam nahi
Koshish kar le tere bas ka ye kaam nahi

Meri ungali mein anguthi hai,
Anguthi ka tu moti hai
Kaisi bhi ho kitani bhi ho,
Har cheez ki kimat hoti hai
Saari duniya ki daulat bhi is dil ka daam nahi
Haan tere dil pe naam na likh du,
To mera naam nahi
Koshish kar le tere bas ka ye kaam nahi

Nahi dekha husn ye khwabo mein
Ye khushbu kahan gulabo mein
Teri mastani aankhon si,
Ye masti kahan sharaabo mein
Tu band nashe ki botal hai,
Par mera jaam nahi
Tere dil pe naam na likh du,
To mera naam nahi
Koshish kar le tere bas ka ye kaam nahi
Tu ghayal ho jaye to mere sar ilzam nahi
Tere dil pe naam na likh du,
To meraa naam nahi
Koshish kar le tere bas ka ye kaam nahi...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tere Dil Pe Naam

Tere Dil Pe Naam is a song from Kohram 1999. It is sung by Alka Yagnik, Hariharan. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Dilip Sen, Sameer Sen. Read the lyrics above and view the Kohram 1999 album song list for more songs and album details.