Tere Dil Ka Mere Dil Lyrics, Singer & Song Details

Koi Aap Sa 2005 album cover

Koi Aap Sa 2005 Album Details

Partho Mitra
Himesh Reshammiya
Sameer
Aftab Shivdasani, Natassha

album songs
Tere Dil Ka Mere Dil
Singer : Sonu Nigam

Tere Dil Ka Mere Dil Lyrics

Song Title = Tere Dil Ka Mere Dil
Movie/Album = Koi Aap Sa
Singer(s) = Sonu Nigam
Music Director(s) = Himesh Reshammiya
Lyricist(s) = Sameer

Mp3 Song Lyrics

((Oh Dil Se Dil Ka Rishta Juda
pal Do Pal Mein Mitta Nahi
bandhan Dilo Ka Tutta Nahi
(tere Dil Ka Mere Dil Se
rishta Purana Hain
in Aankho Se Har Aansu
mujhko Churana Hain
mujhko Churana Hain
mujhko Churana Hain )
tere Dil Ka Mere Dil Se
rishta Purana Hain

teri Bechaini Ka Teri Tanhai Ka Ehsaas Hain Mujhko Sun
main Jo Saath Tere Hu Phir Tujhe Hain Kaisa Gam
dard Baat Lenge Ham Sun
in Palko Mein Khushiyo Ka Sapna Sajana Hain
tere Dil Ka Mere Dil Se Rishta Purana Hain

kaise Main Batau Yeh Tera Is Tarah Rona
dekha Nahi Jaata Hain Sun
shaam Jab Dhalti Hain Subah Muskurati Hain
khushbuye Lutati Hain Sun
udaasi Ke Lamho Mein Hamein Muskurana Hain
tere Dil Ka Mere Dil Se Rishta Purana Hain
in Aankho Se Har Aansu
mujhko Churana Hain
mujhko Churana Hain
mujhko Churana Hain ..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tere Dil Ka Mere Dil

Tere Dil Ka Mere Dil is a song from Koi Aap Sa 2005. It is sung by Sonu Nigam. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Himesh Reshammiya. Read the lyrics above and view the Koi Aap Sa 2005 album song list for more songs and album details.