Tere Chehre Se Nazar Lyrics, Singer & Song Details

Girlfriend 2004 album cover

Girlfriend 2004 Album Details

Karan Razdan
Dabboo Malik
Praveen Bhardwaj
Isha Koppikar, Aashish Chaudhary, Amrita Arora

album songs
Tere Chehre Se Nazar
Singer : Kumar Sanu

Tere Chehre Se Nazar Lyrics

Song Title = Tere Chehre Se Nazar
Movie/Albumn = Girl Friend 2004
Singer(s) = Kumar Sanu
Lyricist = Praveen Bhardwaj
Music Director = Dabboo Malik
Film Director = Karan Razdan

Mp3 Song Lyrics

((tere chehre se nazar hat ti nahi ham kya kare
hmm hmm....
tere chehre se nazar hat ti nahi ham kya kare - 2
ham toh deewane ho gaye hain sanam kya ham kare
tere chehre se nazar hat ti nahi ham kya kare - 2

yeh nazar jis hasi talash mein thi
teri aankhon mein woh mohabbat hain
jaane kyon jindagi se bhi jyada
aaj hamko teri jaroorat hain
ham se yeh baat sanam chupti nahi kya ham kare - 2
ham toh deewane ho gaye hain sanam kya ham kare
tere chehre se nazar hat ti nahi ham kya kare - 2

itni najdik aaj aa jaao duriyo ka koi nishan na rahe
ham ko mil jaay bas wafa teri phir meri jaan chahe jaan na rahe
dil hain betaab kasak mit ti nahi kya ham kare - 2
ham toh deewane ho gaye hain sanam kya ham kare
tere chehre se nazar hat ti nahi ham kya kare - 2
la la la ...
hmm...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tere Chehre Se Nazar

Tere Chehre Se Nazar is a song from Girlfriend 2004. It is sung by Kumar Sanu. Lyrics are credited to Praveen Bhardwaj. Music information: Dabboo Malik. Read the lyrics above and view the Girlfriend 2004 album song list for more songs and album details.