Tere Bina Jiya Nahin Jaaye Lyrics, Singer & Song Details

Damadamm 2011 album cover

Damadamm 2011 Album Details

Swapna Joshi
Himesh Reshammiya
Shabbir Ahmed, Sameer
Himesh Reshammiya, Sonal Sehgal, Purbi Joshi

album songs
Tere Bina Jiya Nahin Jaaye
Singer : Himesh Reshammiya

Tere Bina Jiya Nahin Jaaye Lyrics

Song Lyrics Title = Tere Bina Jiya Nahin Jaaye
Movie/Album = Damadamm (2011)
Singer = Himesh Reshammiya
Lyricist = Shabbir Ahmed, Sameer, Himesh Reshammiya
Music Director =Himesh Reshammiya
Film Director = Swapna Waghmare

Mp3 Song Lyrics

((Tere bina jiya nahin jaaye, tere bina
Tere bina jiya nahin jaaye
Tu har saans mein, har aah mein
Tu mere har ik ehsaas mein
Tu meri yaad mein

Tujhse hi zindagi ke saaye
Tere bina jiya nahin jaaye
Tu har saans mein, har aah mein
Tu mere har ik ehsaas mein
Tu meri yaad mein

Tujhse hi zindagi ke saaye
Tere bina jiya nahin jaaye, tere bina

Par ke bina, parinda jaise
Sur ke bina, dazinda jaise
Main yahaan, tere bagair

Ghar ke bina, baashinda jaise
Jaake bina koi zinda jaise
Main yahaan, tere bagair

Tere bina jiya nahin jaaye

Tu har saans mein, har aah mein
Tu mere har ik ehsaas mein
Tu meri yaad mein

Tujhse hi zindagi ke saaye
Tere bina jiya nahin jaaye

Chaahe koi zurmaana le le
Phir jeene ka bahana de de
Le aa phir se woh din
Woh bewajah hi ladte rehna
Ik dooje pe har lamha marna
Le aa phir se woh din

Tere bina jiya nahin jaaye

Tu har saans mein, har aah mein
Tu mere har ik ehsaas mein
Tu meri yaad mein

Tujhse hi zindagi ki saayi
Tere bina jiya nahin jaaye
Tere bina, tere bina, tere bina))

Posted by = {Ritu Kesharwani}

About Tere Bina Jiya Nahin Jaaye

Tere Bina Jiya Nahin Jaaye is a song from Damadamm 2011. It is sung by Himesh Reshammiya. Lyrics are credited to Shabbir Ahmed, Sameer. Music information: Himesh Reshammiya. Read the lyrics above and view the Damadamm 2011 album song list for more songs and album details.