Tere Bina Jeena Bhi Lyrics, Singer & Song Details

Ghayal 1990 album cover

Ghayal 1990 Album Details

Rajkumar Santoshi
Bappi Lahiri
Anjaan
Sunny Deol, Meenakshi Sheshadri, Amrish Puri

album songs
Tere Bina Jeena Bhi
Singer : Lata Mangeshkar, Pankaj Udhas

Tere Bina Jeena Bhi Lyrics

Song Title = Tere Bina Jeena Bhi Hai
Song Lyrics Movie = Ghayal (1990)
Singers = Lata Mangeshkar, Pankaj Udhas
Song Lyricists = Anjaan
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = Rajkumar Santoshi

Mp3 Song Lyrics

((Maahiya teri kasam haay jina nahi jina mujhe tere bina
Haay jina nahi jina mujhe tere bina
Saathiya tere hai hum haay tere bina jina bhi hai kya jina
Haay tere bina jina bhi hai kya jina
Tu hi mera dil, tu hi meri jaan
Tu jahaan jahaan main wahaan wahaan
Tu hi mera dil, tu hi meri jaan
Tu jahaan jahaan main wahaan wahaan
Maahiya teri kasam haay jina nahi jina mujhe tere bina haay
Tere bina jina bhi hai kya jina

Tere liye hi main toh jahaan mein aayi, tujhase mili
Janmon se hum yuun hi milate aaye, hum dono hai ek tan ke do saaye
Chhodake tere pyaar ka daaman, jaana aur kahaan haay
Jina nahi mujhe tere bina, haay tere bina jina bhi hai kya jina
Maahiya teri kasam haay jina nahi jina mujhe tere bina haay
Tere bina jina bhi hai kya jina

Aankhon mein meri surat basi hai teri
Aanchal se tere kismat bandhi hai meri
Saanson mein meri chaahat basi hai teri
Chaahat se teri duniya hansi hai meri
Tere pyaar ke rang mein dube, mere dono jahaan haay
Tere bina jina bhi hai kya jina
Tere bina jina bhi hai kya jina
Tu hi mera dil, tu hi meri jaan
Tu jahaan jahaan main wahaan wahaan
Tu hi mera dil, tu hi meri jaan
Tu jahaan jahaan main wahaan wahaan
Maahiya saathiya teri kasam haay jina nahi jina mujhe tere bina
Haay jina nahi jina mujhe tere bina.....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tere Bina Jeena Bhi

Tere Bina Jeena Bhi is a song from Ghayal 1990. It is sung by Lata Mangeshkar, Pankaj Udhas. Lyrics are credited to Anjaan. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Ghayal 1990 album song list for more songs and album details.