Tere Bin Tanha Mann Hai Lyrics, Singer & Song Details

Teree Sang 2009 album cover

Teree Sang 2009 Album Details

Satish Kaushik
Bappi Lahiri
Sameer
Sheena Shahabadi, Ruslaan Mumtaz, Rajat Kapoor, Neena Gupta, Satish Kaushik, Sus

album songs
Tere Bin Tanha Mann Hai
Singer : Raja Hassan, Sumedha

Tere Bin Tanha Mann Hai Lyrics

Song Title = Tere Bin Tanha Mann Hai
Movie/Album = Teree Sang (2009)
Singer(s) = Raja Hassan, Sumedha
Music Director = Bappi Lahiri
Lyricist = Sameer
Music On = Pen Audio

Mp3 Song Lyrics

((Tere Bin Tere Bin Tanha Mann Hai
Tere Bin Tere Bin Khali Pann Hai
Tere Bin Tere Bin Tanha Mann Hai
Tere Bin Tere Bin Khali Pann Hai
Jaise Ho Aasman Suna Taaron Bina Wo Haal Hai
Lamha Katey Nahi Palke Chapke Nahi Ye Pyaar Hai
Ye .. Pyaar Hai Ye .. Pyaar Hai
Tere Bin Tere Bin Tere Bin Tanha Mann Hai
Tere Bin Tere Bin Tere Bin Khali Pann Hai

Meri Saansein Ye Mujh Se Kehti Hai
Tujh Mein Hi Meri Jaan Hai
Jisse Dena Apna Naam Hai
Bas Yehi Mera Kaam Hai
Jisse Dena Apna Naam Hai
Bas Yehi Mera Kaam Hai
Tere Bin Tere Bin Tere Bin Tere Bin Saans Aaye Na
Tere Bin Tere Bin Tere Bin Tere Bin Kuch Bhaye Na
Suni Ho Daaliyan Jaise Phulon Bina Wo Haal Hai
Ik Hai Parchaiyan Apni Mile Bina Ye Pyaar Hai
Ye .. Pyaar Hai Ye .. Pyaar Hai


Meri Aankhein Jo Kabhi Uthti Hai
Teri Khatir Duya Ye Karti Hai
Kismat Ka Ye Ehsaan Hai
Is Dil Mein Tera Naam Hai
Kismat Ka Ye Ehsaan Hai
Is Dil Mein Tera Naam Hai
Tere Bin Tere Bin Tere Bin Tere Bin Saans Aaye Na
Tere Bin Tere Bin Tere Bin Tere Bin Kuch Bhaye Na
Jaise Ho Aasman Suna Taaron Bina Wo Haal Hai
Lamha Katey Nahi Palke Chapke Nahi Ye Pyaar Hai
Ye .. Pyaar Hai Ye .. Pyaar Hai Ye .. Pyaar Hai Ye .. Pyaar Hai...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tere Bin Tanha Mann Hai

Tere Bin Tanha Mann Hai is a song from Teree Sang 2009. It is sung by Raja Hassan, Sumedha. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Teree Sang 2009 album song list for more songs and album details.