Tere Bin Saawan Kaise Beeta Lyrics, Singer & Song Details

Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai 1967 album cover

Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai 1967 Album Details

Naresh Saigal
Madan Mohan Kohli
Raja Mehdi Ali Khan
Mala Sinha, Dharmendra, Anoop Kumar

album songs
Tere Bin Saawan Kaise Beeta
Singer : Lata Mangeshkar

Tere Bin Saawan Kaise Beeta Lyrics

Song Title = Tere Bin Saawan Kaise Beeta
Movie/album = Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai (1967)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Raja Mehdi Ali Khan
Music Composer = Madan Mohan Kohli
Director = Naresh Saigal
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Tere bin sawan kaise bita
Tere bin sawan kaise bita
Tu kya jane balama
Tere bin sawan kaise bita
Tere bin sawan kaise bita
Tu kya jane balama
Tere bin sawan

Gaanv me jhule jab lahraye
Geet milan sab ne gaye
Sakhiyo ne pucha bol sakhi ri
Tere sajan kyo na aaye
Fir sakhiyo ne kya kya pucha
Tu kya jane balama
Tere bin sawan kaise bita
Tu kya jane balama
Tere bin sawan

Phul chaman me jab muskaye
Pal pal bita aas lagaye
Koyaliya ne raag to chheda
Payaliya ne geet na gaye
Pag pag chhelake nain gagriya
Tu kya jane balama
Tere bin sawan kaise bita
Tu kya jane balama
Tere bin sawan

Lambi raate ghor andhera
Mujh sang jaga deepak mera
Hum dono ne bhor bhare tak
Ro ro dekha rasta tera
Kya hota hai dukh birha ka
Tu kya jane balama
Tere bin sawan kaise bita
Tere bin sawan kaise bita
Tu kya jane balama
Tere bin sawan...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Tere Bin Saawan Kaise Beeta

Tere Bin Saawan Kaise Beeta is a song from Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai 1967. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Raja Mehdi Ali Khan. Music information: Madan Mohan Kohli. Read the lyrics above and view the Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai 1967 album song list for more songs and album details.