Tere Bin Remix Lyrics, Singer & Song Details

Dil Toh Baccha Hai Ji 2011 album cover

Dil Toh Baccha Hai Ji 2011 Album Details

Madhur Bhandarkar
None
None
Ajay Devgn, Shruti Haasan, Emraan Hashmi, Omi Vaidya, Tisca Chopra, Shazahn Pada

album songs
Tere Bin Remix
Singer : Sonu Nigam

Tere Bin Remix Lyrics

Song Title = Tere Bin Remix
Movie/Album = Dil Toh Baccha Hai Ji (2011)
Singer = Sonu Nigam

Mp3 Song Lyrics

((Tere bin mein dekhun na subah
Nigaahon se yeh vaada kar
Liya
Tere bin mein dekhun na subah
Nigaahon se abhi yehvaada kar
Liya
Tere bin ho chalna bhi saza
Ki raahon se abhi, yeh vaada kar
liya
Suno yehi jazbaat hai mera

Yeh dil kahe ki khwaishein jeenay ki saath hain tere
Tere bin ho saason se juda
hawaaon se abhi, yeh vaada kar liya
tere bin mein dekhun na subah
Nigaahon se abhi, yeh vaada kar liya
Tu woh zameen jis pe maine toh apni yeh duniya basaayi hai
Mein bin tere ab kaha jaunga
Tu aasra hai mera, main toh jeeta hoon tere bharose pe
Main bin tere ab na jee paunga
Meri toh ye har baat tukhse hai
Tuhi meri hai dhoop aur meri barsaat tujhse hai
tere bin na barse yeh ghata
Ghataaon se abhi, yeh vaada kar liya
Tere bin mein dekhun na subah
Nigaahon se abhi, yeh vaada kar liya
Jo haath mein ho tera haath toh yeh lakeerein dhadakti hain
Tu ho judaa sab thama sa lagey
Jo tu mere paas hai toh yakeen apne hone pe hota hai
Tu ho juda sab guma sa lagey
Haan tu meri aadat mein shaamil hai
Mere liye main sach kahoon tu ibadaat ke kabil hai
Tere bin na puri ho dua
Duaon se abhi, yeh vaada kar liya
Tere bin mein dekhun na subah
Nigaahon se abhi, yeh vaada kar liya....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tere Bin Remix

Tere Bin Remix is a song from Dil Toh Baccha Hai Ji 2011. It is sung by Sonu Nigam. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Dil Toh Baccha Hai Ji 2011 album song list for more songs and album details.