Tere Bin Nei Jeena Lyrics, Singer & Song Details

Sanam 1997 album cover

Sanam 1997 Album Details

Aziz Sejawal
Anand, Milind Shrivastav
Sameer
Sanjay Dutt, Manisha Koirala, Vivek Mushran, Shakti Kapoor, Gulshan Grover

album songs
Tere Bin Nei Jeena
Singer : Kavita Krishnamurthy

Tere Bin Nei Jeena Lyrics

Song Title = Tere Bin Nei Jeena
Movie/album = Sanam (1997)
Singer(s) = Kavita Krishnamurthy
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = Aziz Sejawal

Mp3 Song Lyrics

((dhak dhak dil kare ghabraau sajana
jab jab tujhe dekhu sharmaau sajana) - (2)
aise kaise bhala tujhase bataau sajana
tere bin nai jeena - (3)
dhak dhak dil kare ghabraau sajana
jab jab tujhe dekhu sharmaau sajana
aise kaise bhala tujhase bataau sajana
tere bin nai jeena - (3)

(tu rang rangila hai tu chhail chhabeela hai
kabhi kuchh bole na bada sharmila hai) - (2)
teri saansein mehkaau tere sapano mein aau
tu jo ruthe toh main tujhako manaau sajana
tere bin nai jeena - (3)

(meri takdeer hai tu, haseen tasbeer hai tu
khaab jo dekha hai usaki taabir hai tu) - (2)
teri nindein main churaau tera hosh main udaau
teri soyi dhadkan ko jagaau sajana
tere bin nai jeena - (3)

(dhak dhak dil kare ghabraau sajana
jab jab tujhe dekhu sharmaau sajana) - (2)
aise kaise bhala tujhase bataau sajana
tere bin nai jeena - (3))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tere Bin Nei Jeena

Tere Bin Nei Jeena is a song from Sanam 1997. It is sung by Kavita Krishnamurthy. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Sanam 1997 album song list for more songs and album details.