Tere Bin Nahin Jeena Lyrics, Singer & Song Details

Zulm Ko Jala Doonga 1988 album cover

Zulm Ko Jala Doonga 1988 Album Details

Mahendra Shah
Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Madan Pal
Naseeruddin Shah, Sumeet Saigal, Suparna Anand

album songs
Tere Bin Nahin Jeena
Singer : Asha Bhosle, Mohammed Aziz

Tere Bin Nahin Jeena Lyrics

Song Title = Tere Bin Nahin Jeena
Movie/album = Zulm Ko Jala Doonga (1988)
Singers = Asha Bhosle, Mohammed Aziz
Song Lyricists = Madan Pal
Music Director = Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Director = Mahendra Shah

Mp3 Song Lyrics

((Tere bin nahin jeena hai
Nahi jeena hai nahi jeena hai
Tere bin mar jana hai
Ho tere bin nahin jeena hai
Nahi jeena hai nahi jeena hai

Din shuru hota hai tere naam se
Sham bhi dhalti hai tere naam se
Din shuru hota hai tere naam se
Sham bhi dhalti hai tere naam se
Zindagi jaise amanat ho teri
Bachke rahta hu har ek iljam se
Din shuru hota hai tere naam se
Sham bhi dhalti hai tere naam se
Zindagi jaise amanat ho teri
Bachke rahti hu har ek iljam se
Din shuru hota hai tere naam se
Sham bhi dhalti hai tere naam se

Hai nahi aasa hamara ye safar
Ek duje ko chalenge tham kar
Aa chhupa lu tujhko sine me kahi
Lag na jaye is zamane ki nazar
Aa bitha lu tujhko palko pe sanam
Mang meri bhar de tere naam se
Zindagi jaise amanat ho teri
Bachke rahti hu har ek iljam se
Din shuru hota hai tere naam se
Sham bhi dhalti hai tere naam se

Tujhko chaha tujhko puja hai sanam
Hum na mil paye to lenge duja janam
Tut jaye chahe rishta sans ka
Tut na payegi apni ye kasam
Ho gaye do jism ab ek jaan hum
Dar nahi lagta kisi anzam se
Zindagi meri amanat hai teri
Bachke rahti hu har ek iljam se
Din shuru hota hai tere naam se
Sham bhi dhalti hai tere naam se

Zindagi meri amanat hai teri
Bachke rahti hu har ek iljam se
Zindagi meri amanat hai teri
Bachke rahta hu har ek iljam se
Din shuru hota hai tere naam se
Sham bhi dhalti hai tere naam se

Zindagi jaise amanat ho teri
Bachke rahna tu har ek iljam se
Bachke rahna tu har ek iljam se
Ho bachke rahna tu har ek iljam
Bachke rahna tu har ek iljam se.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Tere Bin Nahin Jeena

Tere Bin Nahin Jeena is a song from Zulm Ko Jala Doonga 1988. It is sung by Asha Bhosle, Mohammed Aziz. Lyrics are credited to Madan Pal. Music information: Nadeem Saifi, Shravan Rathod. Read the lyrics above and view the Zulm Ko Jala Doonga 1988 album song list for more songs and album details.