Tere Bin Nahi Duet Lyrics, Singer & Song Details

Ek Paheli Leela 2015 album cover

Ek Paheli Leela 2015 Album Details

Bobby Khan
Amaal Mallik
Kumaar
Jay Bhanushali Sunny Leone

album songs
Tere Bin Nahi Duet
Singer : Tulsi Kumar and Alam Khan

Tere Bin Nahi Duet Lyrics

Song Lyrics Title = Tere Bin Nahi Laage
Song Lyrics Movie = Ek Paheli Leela (2015)
Singer = Tulsi Kumar and Alam Khan
Music Recreated by = Amaal Mallik
Lyrics = Kumaar
Music On = T-Series


Mp3 Song Lyrics


Ho..
Ye raatein ab nahi dhadakti
Din bhi saans nahi lete
Ab toh aa jaao mere soneya
Baatein reh gayi adhoori
Mere labon pe zaroori
Aake sun jaao mere soneya

Tere bin.. nahi laage jiyaa
Tere bin.. ab to aaja piyaa
Tere bin.. nahi laage jiyaa..

Pehle jaise mausam bhi aate nahi hai
Baarishon mein pehle jaisi baatein nahi hai
Pehle jaise mausam bhi aate nahi hai
Baarishon mein pehle jaisi baatein nahi hai
Sookhe sookhe alfaaz, khali khali mere
haathon ki laqeerein bulaave soneya..

Tere bin.. nahi lage jiya
Tere bin.. ab to aaja piya
Tere bin.. nahi laage jiya..

Ho..
Chaand bhi wahin hai, wahin hai sitaare
Tere baad pheeke pheeke lagte hain saare
Chaand bhi wahin hai, wahin hai sitaare
Tere baad pheeke pheeke lagte hain saare
Aaja leke tu savere kar ja door andhere
Teri doori tadpaave soneya

Tere bin.. naahi laage jiyaa
Tere bin.. ab to aaja piyaa
Tere bin.. nahi laage jiyaa..
Tere Bin.. Tere Bin...


Posted by : {Anamika Tyagi}

Tere Bin Nahi Duet Video

About Tere Bin Nahi Duet

Tere Bin Nahi Duet is a song from Ek Paheli Leela 2015. It is sung by Tulsi Kumar and Alam Khan. Lyrics are credited to Kumaar. Music information: Amaal Mallik. Read the lyrics above and view the Ek Paheli Leela 2015 album song list for more songs and album details.