Tere Bin Main Dekhun Na Lyrics, Singer & Song Details

Dil Toh Baccha Hai Ji 2011 album cover

Dil Toh Baccha Hai Ji 2011 Album Details

Madhur Bhandarkar
None
None
Ajay Devgn, Shruti Haasan, Emraan Hashmi, Omi Vaidya, Tisca Chopra, Shazahn Pada

album songs
Tere Bin Main Dekhun Na
Singer : Sonu Nigam

Tere Bin Main Dekhun Na Lyrics

Song Title = Tere Bin Main Dekhun Na
Movie/Album = Dil Toh Baccha Hai Ji (2011)
Singer(s) = Sonu Nigam

Mp3 Song Lyrics

((Spinnin round and round
You got away with me you mighty ..
Spinnin round and round
Let s go have little funny fun
Spinnin round and round ..

Tere bin main dekhun na subah
Nigaahon se abhi, yeh vaada kar liya
Tere bin ho chalna bhi saza
Ki raahon se abhi, yeh vaada kar liya
Tere bin mein dekhun na subah
Nigaahon se abhi, yeh vaada kar liya
Tere bin ho chalna bhi saza
Ki raahon se abhi, yeh vaada kar liya
Suno yehi jazbaat hai mere
Yeh dil kahe ki khwaishein jeenay ki saath hain tere
Tere bin ho saanson se juda
Hawaaon se abhi, yeh vaada kar liya
Tere bin mein dekhun na subah
Nigaahon se abhi, yeh vaada kar liya

Tu woh zameen jis pe maine toh apni yeh duniya basaayi hai
Main bin tere ab kaha jaunga
Tu aasra hai mera, main toh jeeta hoon tere bharose pe
Main bin tere ab na jee paunga
Meri toh yeh har baat tujhse hai
Tuhi meri hai dhoop aur meri barsaat tujhse hai
Tere bin na barse yeh ghata
Ghataaon se abhi, yeh vaada kar liya
Tere bin mein dekhun na subah
Nigaahon se abhi, yeh vaada kar liya

Jo haath mein ho tera haath toh yeh lakeerein dhadakti hain
Tu ho judaa sab thama sa lagey
Jo tu mere paas hai toh yakeen apne hone pe hota hai
Tu ho judaa sab guma sa lagey
Haan tu meri aadat mein shaamil hai
Mere liye main sacch kahoon tu ibadaat ke kabil hai
Tere bin na puri ho dua
Duaon se abhi, yeh vaada kar liya
Tere bin mein dekhun na subah
Nigaahon se abhi, yeh vaada kar liya...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tere Bin Main Dekhun Na

Tere Bin Main Dekhun Na is a song from Dil Toh Baccha Hai Ji 2011. It is sung by Sonu Nigam. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Dil Toh Baccha Hai Ji 2011 album song list for more songs and album details.