Tere Bagair Ye Dil Lyrics, Singer & Song Details

Wafaa 2008 album cover

Wafaa 2008 Album Details

Rakesh Sawant
Ravi Pawar, Sayed Ahmed
Shahab Allahabadi
Sahib Chopra Rajesh Khanna, Laila Khan

album songs
Tere Bagair Ye Dil
Singer : Kumar Sanu, Pronali

Tere Bagair Ye Dil Lyrics

Song Title = Tere Bagair Ye Dil
Movie/album = Wafaa (2008)
Singer(s) = Kumar Sanu, Pronali
Song Lyricists = Shahab Allahabadi
Music Composer = Ravi Pawar, Sayed Ahmed
Director = Rakesh Sawant

Mp3 Song Lyrics

((Tere Bagair Ye Dil
Kis Tarah Sambhalenge
Tere Bagair Ye Dil
Kis Tarah Sambhalenge

Tu Saath De Jo Mera
Tu Saath De Jo Mera
Har Gam Bhooladenge

Tere Bagair Ye Dil
Kis Tarah Sambhalenge

Meri Wafaa Ka Tujhe
Aitbaar Hai Ke Nahi
Ya Saaf Kehde Sanam
Mujhse Pyaar Hai Ke Nahi

Meri Wafaa Ka Tujhe
Aitbaar Hai Ke Nahi
Ya Saaf Kehde Sanam
Mujhse Pyaar Hai Ke Nahi

Kadmo Mein Tere Jaanam
Kadmo Mein Tere Jaanam
Hum Jaan Lutaadenge

Tere Bagair Ye Dil
Kis Tarah Sambhalenge

Meri Wafaa Mein Sanam
Koi Khot Hai To Bataa
Tu Door Door Hai Kyun
Aa Kareeb Mere To Aa

Meri Wafaa Mein Sanam
Koi Khot Hai To Bataa
Tu Door Door Hai Kyun
Aa Kareeb Mere To Aa

Behke Kadam To Phir Hum
Behke Kadam To Phir Hum
Kaise Sambhalenge

Tere Bagair Ye Dil
Kis Tarah Sambhalenge

Mere Naseeb Mein Wo
Din Kabhi Naa Aaye
Tu Bhool Jaaye Agar
Mujhko Maut Aajaaye

Mere Naseeb Mein Wo
Din Kabhi Naa Aaye
Tu Bhool Jaaye Agar
Mujhko Maut Aajaaye

Yeh Zindagi Tere Bin
Yeh Zindagi Tere Bin
Kaise Guzaarenge

Tere Bagair Ye Dil
Kis Tarah Sambhalenge

Tu Saath De Jo Mera
Tu Saath De Jo Mera
Har Gam Bhooladenge

Tere Bagair Ye Dil
Kis Tarah Sambhalenge))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tere Bagair Ye Dil

Tere Bagair Ye Dil is a song from Wafaa 2008. It is sung by Kumar Sanu, Pronali. Lyrics are credited to Shahab Allahabadi. Music information: Ravi Pawar, Sayed Ahmed. Read the lyrics above and view the Wafaa 2008 album song list for more songs and album details.