Tere Aane Se Aaye Lyrics, Singer & Song Details

Run 2004 album cover

Run 2004 Album Details

Jeeva
None
None
Bhumika Chawla, Abhishek Bachchan, Mukesh Rishi, Vijay Raaz, Ayesha Jhulka, Mahe

album songs
Tere Aane Se Aaye
Singer : Kumar Sanu, Alka Yagnik

Tere Aane Se Aaye Lyrics

Song Title = Tere Aane Se Aaye
Movie/Album = RUN (2004)
Singer(s) = Kumar Sanu, Alka Yagnik

Mp3 Song Lyrics

((Tere Aane Se Aaye, Tere Jaane Se Jaaye -2
Dil Kaa Qaraar, O Mahbooba
Tere Aane Se Aaye, Tere Jaane Se Jaaye -2
Dil Kaa Qaraar, O Mere Yaara

Ek Pal Mein Dil Ka Rishta Judne Laga
Dam Bhar Mein Dil Ka Panchhi Udne Laga
Yahi Khwahish Hai, Farmaish Hai, Hamein Chaho Tum Ye Guzarish

Hai
Jo Hai Aashiqi Hamaare Liye, Bane Zindagi Tumhaare Liye
Tere Aane Se Aaye, Tere Jaane Se Jaaye -2
Dil Kaa Qaraar, O Mere Yaara

Aisa Hai Kya Tujh Mein Jo, Marte Hain Ham
Beinteha Chahat Kyon Karte Hain Ham
Ye Na Socha Hai, Ye Na Jaana Hai, Bas Hamne To Yahi Mana Hai
Sitaron Mein The, Zamin Pe Sanam Utara Gaya Tumhare Liye
Tere Aane Se Aaye, Tere Jaane Se Jaaye -2
Dil Kaa Qaraar, O Mahbooba
Tere Aane Se Aaye, Tere Jaane Se Jaaye -2
Dil Kaa Qaraar, O Mere Yaara...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tere Aane Se Aaye

Tere Aane Se Aaye is a song from Run 2004. It is sung by Kumar Sanu, Alka Yagnik. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Run 2004 album song list for more songs and album details.