Tera Yaar Hoon Main Lyrics, Singer & Song Details

Sonu ke Titu ki Sweety 2018 album cover

Sonu ke Titu ki Sweety 2018 Album Details

Luv Ranjan
Hitesh Sonik
Akiv Ali
Kartik Aaryan, Nushrat Bharucha, Sunny Singh

album songs
Tera Yaar Hoon Main
Singer : Arijit Singh

Tera Yaar Hoon Main Lyrics

Movie: Sonu ke Titu ki Sweety
Music: Rochak Kohli
Lyrics: Kumaar
Singers: Arijit Singh, Rochak Kohli
Music Label: T-Series

tu jo rooTha to kaun hansega
tu jo chhooTa to kaun rahega
tu chup hai to ye Dar lagta hai
apna mujhko ko ab kaun kahega

tu hi wajah...
tere bina bewajah bekaar hoon main
tera yaar hoon main
tera yaar hoon main

aaja laRein phir khilaunon ke liye
tu jeete main haar jaaun
aaja karein phir wohi sharaaratein
tu bhaage main maar khaaun

meeThi si wo gaali teri
sun-ne ko taiyaar hoon main
tera yaar hoon main
tera yaar hoon main
tera yaar hoon...

sajna de rang rangaaiyaan ve
sagna diyaan shehnaiyaan ve
Dhol wajaange yaar nachaange
lakh lakh deo badhaaiyaan ve

khushiyaan ‘ch nachda main phiraan
hanjuaan ton bachda main phiraan...

o jaate nahi kahin rishte puraane
kisi naye ke aa jaane se
jaata hoon main to mujhe tu jaane de
kyun pareshaan hai mere jaane se...

TooTa hai to juRaa hai kyun
meri taraf tu muRaa hai kyun
haq nahi tu ye kahe ki yaar ab hum na rahe

ek teri yaari ka hi
saaton janam haqdaar hoon main
tera yaar hoon main...

About Tera Yaar Hoon Main

Tera Yaar Hoon Main is a song from Sonu ke Titu ki Sweety 2018. It is sung by Arijit Singh. Lyrics are credited to Akiv Ali. Music information: Hitesh Sonik. Read the lyrics above and view the Sonu ke Titu ki Sweety 2018 album song list for more songs and album details.