Tera Naam Likhkar Female Lyrics, Singer & Song Details

Shabnam 1994 album cover

Shabnam 1994 Album Details

Raman Kumar
Anu Malik
Faaiz Anwar
Mohnish Bahl, Rakesh Bedi, Birbal

album songs
Tera Naam Likhkar Female
Singer : Anuradha Paudwal

Tera Naam Likhkar Female Lyrics

Song Title = Tera Naam Likhkar Female
Movie/Album = Shabnam (1994)
Singers = Anuradha Paudwal
Song Lyricists = Faaiz Anwar
Music Composer = Anu Malik

Mp3 Songs Lyrics

((Tera naam likhkar haatho pe hum
Chuma karte hai
Tera naam likhkar haatho pe hum
Chuma karte hai
Mujhe pyar tujhse bahad hai
Kehne se darte hai
Tera naam likhkar haatho pe hum
Chuma karte hai
Mujhe pyar tujhse behad hai
Kehne se darte hai

Yaado ka hai manjar dil mein
Aankhon mein kuch afsane hai
Yaado ka hai manjar dil mein
Aankhon mein kuch afsane hai
Khayalo se tere baate kare hum
Abhi kitne deewane hai
Tere khwab ab to din mein bhi
Hum dekha karte hai
Tera naam likhkar haatho pe hum
Chuma karte hai

Us pal ka tum haal na puchho
Aag see dil mein jalti hai
Us pal ka tum haal na puchho
Aag see dil mein jalti hai
Dekhe tumhe jo ger koi
Jaan badan se nikalti hai
Ab raaz dil ka kaise kahe
Ye socha karte hai
Tera naam likhkar haatho pe hum
Chuma karte hai
Mujhe pyar tujhse behad hai
Kehne se darte hai))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tera Naam Likhkar Female

Tera Naam Likhkar Female is a song from Shabnam 1994. It is sung by Anuradha Paudwal. Lyrics are credited to Faaiz Anwar. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Shabnam 1994 album song list for more songs and album details.