Tera Mera Saath Rahe Lyrics, Singer & Song Details

Saudagar 1973 album cover

Saudagar 1973 Album Details

Sudhendu Roy
None
None
Nutan, Amitabh Bachchan, Padma Khanna

album songs
Tera Mera Saath Rahe
Singer : Lata Mangeshkar

Tera Mera Saath Rahe Lyrics

Song Title = Tera Mera Saath Rahe
Movie/album = Saudagar (1973)
Singer(s) = Lata Mangeshkar

Mp3 Songs Lyrics

((Tera Mera Saath Rahe...
tera Mera Saath Rahe
dhoop Ho, Chaya Ho, Din Ho Ki Raat Rahe
tera Mera Saath Rahe

dard Ki Shaam Ho, Ya Sukh Ka Savera Ho
sab Gavara Hai Mujhe, Saath Bas Tera Ho
jeete Ji, Mar Ke Bhi, Haath Mein Haath Rahe
tera Mera Saath Rahe

koi Vaada Na Kare, Kabhi Khaye Na Kasam
jab Kahe Bas Yeh Kahe, Milke Bichadenge Na Hum
pyar Ki, Preet Ki, Yuh Hi Barsaat Rahe
tera Mera Saath Rahe

beech Hum Dono Ke, Koi Deevar Na Ho
tu Kabhi Mere Khuda, Mujhse Bejaar Na Ho
sabke Hothon Pe Apni Hi Baat Rahe
tera Mera Saath Rahe..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Tera Mera Saath Rahe

Tera Mera Saath Rahe is a song from Saudagar 1973. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Saudagar 1973 album song list for more songs and album details.