Tera Chehra Jab Nazar Lyrics, Singer & Song Details

Sanam Teri Kasam 2016 album cover

Sanam Teri Kasam 2016 Album Details

Radhika Rao
Himesh Reshammiya
Shabbir Ahmed
Murli Sharma, Vijay Raaz, Mawra Hocane

album songs
Tera Chehra Jab Nazar
Singer : Arijit Singh

Tera Chehra Jab Nazar Lyrics

Song Title = Tera Chehra Jab Nazar
Movie/album = Sanam Teri Kasam (2016)
Singer = Arijit Singh
Lyricist = Shabbir Ahmed
Music Director = Himesh Reshammiya

Mp3 Song Lyrics

((Meri bechainiyon ko chain mil jaaye
Tera chehra jab nazar aaye
Tera chehra jab nazar aaye

Mere deewanepan ko sabr mil jaaye
Tera chehra jab nazar aaye
Tera chehra jab nazar aaye

Zikr tumhara jab jab hota hai
Dekho na aankhon se
Bheega bheega pyaar beh jaata hai
Meri tanhaiyon ko

Meri tanhaiyon ko noor mil jaaye
Tera chehra jab nazar aaye
Tera chehra jab nazar aaye

Main raat din ye dua karun
Tere liye main jiun marun
Charon peher tujhe dekha karun
Mera jahan ye tujhpe fanaa karun

Zikr tumhara jab jab hota hai
Dekho na honthon pe tera ehsaas
Reh jaata hai

Mere har raaste ko manzil mil jaaye
Tera chehra jab nazar aaye
Tera chehra jab nazar aaye

Berang hawayein mujhe naa jaane
De gayin sadaa kyun abhi abhi
Hai sarfaroshi ye aashiqui bhi
Jaayegi jaan meri isme kabhi

Zikr tumhara jab jab hota hai
Dekho har lamha teri daastaan
Keh jaata hai

Meri har ik tadap ko
Sukoon mil jaaye
Tera chehra jab nazar aaye
Tera chehra jab nazar aaye))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tera Chehra Jab Nazar

Tera Chehra Jab Nazar is a song from Sanam Teri Kasam 2016. It is sung by Arijit Singh. Lyrics are credited to Shabbir Ahmed. Music information: Himesh Reshammiya. Read the lyrics above and view the Sanam Teri Kasam 2016 album song list for more songs and album details.