Tera Aana Tera Jana Dil Lyrics, Singer & Song Details

Judwaa 1997 album cover

Judwaa 1997 Album Details

David Dhawan
Anu Malik
Dev Kohli
Salman Khan, Karisma Kapoor, Rambha

album songs
Tera Aana Tera Jana Dil
Singer : Kavita, Kumar Sanu

Tera Aana Tera Jana Dil Lyrics

Song Title = Tera Aana Tera Jana
Movie/Album = Judwaa (1997)
Singers = Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu
Song Lyricists = Dev Kohli
Music Director = Anu Malik
Director = David Dhawan

Mp3 Song Lyrics

((Tera aana jana mere dil me samana
Mera dil tera ho gaya,
Tune mujhe mujhe dekha maine tujhe tujhe dekha
Mera dil tera ho gaya,
Tera aana jana mere dil me samana
Mera dil tera ho gaya,
Tune mujhe mujhe dekha maine tujhe tujhe dekha
Mera dil tera ho gaya,
Tera aana jana mere dil me samana
Mera dil tera ho gaya,

Mujhe ye to bata pyaar kiya tune kab
Wohi ek jalak tujhe dekha maine jab
Mere chere se kyuaankh hatati nahi
Tujhe dekhu jitna pyaas mittati nahi
Pahela pahela pyaar hai ye dil bekarar hai
Tera intzaar hai sanam sanam sanam
Tera aana jana mere dil me samana
Mera dil tera ho gaya,
Tune mujhe mujhe dekha maine tujhe tujhe dekha
Mera dil tera ho gaya,
Tera aana jana mere dil me samana
Mera dil tera ho gaya,

Mujhe likhi hai jo ye teri arji hai kya
Puchha arji mile teri marji hai kya
Meri marji hai ye tere dil me rahu
Bas kahena tha ye tujhe aur kya kahu
Pahela pahela pyaar hai ye dil bekarar hai
Tera intzaar hai sanam sanam sanam
Tera aana jana mere dil me samana
Mera dil tera ho gaya,
Tune mujhe mujhe dekha maine tujhe tujhe dekha
Mera dil tera ho gaya,
Tera aana jana mere dil me samana
Mera dil tera ho gaya....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tera Aana Tera Jana Dil

Tera Aana Tera Jana Dil is a song from Judwaa 1997. It is sung by Kavita, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Dev Kohli. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Judwaa 1997 album song list for more songs and album details.