Teen Kanwaariya Hathon Main Lyrics, Singer & Song Details

Parde Ke Peechhe 1971 album cover

Parde Ke Peechhe 1971 Album Details

K. Shankar
Jaikishan, Shankar
Rajendra Krishan
Yogeeta Bali, Bindu

album songs
Teen Kanwaariya Hathon Main
Singer : Asha Bhosle, Shamshad Begum

Teen Kanwaariya Hathon Main Lyrics

Song Title = Teen Kanwaariya Hathon Main
Movie/Album = Parde Ke Peeche (1971)
Singers = Asha Bhosle, Shamshad Begum,
Usha Mangeshkar
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Jaikishan Dayabhai Panchal,
Shankar Singh Raghuvanshi
Director = K. Shankar

Mp3 Song Lyrics

((Teen kanwaariya
Teen kanwaariya
Hathon main mehdi racha de koi
Doli mein aake baitha de koi
Hathon main mehdi racha de koi
Doli mein aake baitha de koi
Teen kanwaariya
Teen kanwaariya
Hathon main mehdi racha de koi
Doli mein aake baitha de koi
Hathon main mehdi racha de koi
Doli mein aake baitha de koi
Teen kanwaariya

Mein lucknow ki rahne wali
Mera naam supari
Kitni supari mein supari
Mein lucknow ki rahne wali
Mera naam supari
Pad gayi ek chuhe ke palle
Mein kismat ki mari
Pehli hi raat hua
Allah ko pyara hua
Pehli hi raat hua
Allah ko pyara hua
Dulhan dubara banade koi
Doli mein aake baitha de koi
Dulhan dubara banade koi
Doli mein aake baitha de koi
Teen kanwaariya
Teen kanwaariya
Hathon main mehdi racha de koi
Doli mein aake baitha de koi
Hathon main mehdi racha de koi
Doli mein aake baitha de koi
Teen kanwaariya

Mein mathura ki chui mui hu
Naam hai mera kathha
Lila lila kathha
Suka suka kathha
Mein mathura ki chui mui hu
Naam hai mera kathha
Jod diya ghar walo ne
Ek pahelwan se mathha
Jab se biha ke laya
Ghoonghat bhi na uthaya
Jab se biha ke laya
Ghoonghat bhi na uthaya
Dil ki lagi baitha de koi
Doli mein aake baitha de koi
Dil ki lagi baitha de koi
Doli mein aake baitha de koi
Teen kanwaariya
Teen kanwaariya
Hathon main mehdi racha de koi
Doli mein aake baitha de koi
Hathon main mehdi racha de koi
Doli mein aake baitha de koi...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Teen Kanwaariya Hathon Main

Teen Kanwaariya Hathon Main is a song from Parde Ke Peechhe 1971. It is sung by Asha Bhosle, Shamshad Begum. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Parde Ke Peechhe 1971 album song list for more songs and album details.