Teen Baje Bola Tha Lyrics, Singer & Song Details

Duniyadari 1977 album cover

Duniyadari 1977 Album Details

Ram Kelkar
Jaikishan Dayabhai Panchal
Vishweshwar Sharma
Asrani, Bharat Bhushan, Birbal

album songs
Teen Baje Bola Tha
Singer : Amit Kumar, Asha Bhosle

Teen Baje Bola Tha Lyrics

Song Lyrics Title = Teen Baje Bola Tha
Movie/album = Duniyadari (1977)
Singers = Amit Kumar, Asha Bhosle
Song Lyricists = Vishweshwar Sharma
Music Composer = Jaikishan Dayabhai Panchal,
Shankar Singh Raghuvanshi
Director = Ram Kelkar

Mp3 song lyrics

((Teen baje bola tha baj gaye chaar
Aur kitni der tak karu intezar
Teen baje bola tha baj gaye chaar
Aur kitni der tak karu intezar
Ghadiya intzar ki gujar ke dikhaunga
Aaj mil jaye tu udake le jaunga

Teen baje bola tha baj gaye chaar
Aur kitni der tak karoge intezar
Teen baje bola tha baj gaye chaar
Aur kitni der tak karoge intezar
Lagta hai fas gayi aaj nahi aayegi
Duniya se dar gayi to pyar kya nibhayegi
Teen baje bola tha baj gaye chaar

Char panch ki kya sat bajenge
Din dhalega yahi raat hogi
Are apna to bistar yahi pe lagega
Jab talak na mulakat hogi
Pyar ki rashme mein subah tak
Khadi dunia ki diwar hogi
Dunia ki diwar ko tod ke dikhaunga
Aaj mil jaye tu udake le jaunga
Teen baje bola tha baj gaye chaar
Aur kitni der tak karoge intzar
Badi natkhat hai wo nakhre dikhaoge
Pyar jitna karoge wo nakhre dikhayegi
Teen baje bola tha baj gaye chaar

Chithi me likha hai raat mein aana
Or andhere me siti bajana
Dil ke mandir mein ghanti bajegi
Ghar se niklegi karke bahana
Lekin guru hai ghar wale
Unki najro se khud ko bachana
Are guruo ka mahaguru banke dikhaunga
Aaj mil jaye tu udake le jaunga
Teen baje bola tha baj gaye chaar
Aur kitni der tak karoge intezar
Lagta hai fas gayi aaj nahi aayegi
Duniya se dar gayi to pyar kya nibhayegi
Teen baje bola tha baj gaye chaar

Sunke aawaz teri dhadkan ki
Teri aankho mein aaya kyu pani
Pyar maine chhupana to chaha
Aasu kah gaye dil ki kahani
Aakhiri sans tak tere sath main
Ab gujarungi ye jindgani
Are ban gayi baat ab baarat leke aaunga
Aaj mil gayi hai udake le jaunga
Aaj mil gayi hai udake le jaunga
Aaj mil gayi hai udake le jaunga
Aaj mil gayi hai udake le jaunga.))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Teen Baje Bola Tha

Teen Baje Bola Tha is a song from Duniyadari 1977. It is sung by Amit Kumar, Asha Bhosle. Lyrics are credited to Vishweshwar Sharma. Music information: Jaikishan Dayabhai Panchal. Read the lyrics above and view the Duniyadari 1977 album song list for more songs and album details.