Taza Taza Baheka Baheka Lyrics, Singer & Song Details

Kyaa Dil Ne Kahaa 2002 album cover

Kyaa Dil Ne Kahaa 2002 Album Details

Sanjay Chhel
Himesh Reshammiya
Sanjay Chhel
Ashok Saraf, Tusshar Kapoor, Esha Deol, Raj Babbar, Nina Kulkarni, Rajesh Khanna

album songs
Taza Taza Baheka Baheka
Singer : Alka Yagnik, Shaan

Taza Taza Baheka Baheka Lyrics

Song Title = Taza Taza Baheka Baheka
Movie/Album = Kyaa Dil Ne Kahaa (2002)
Singers = Alka Yagnik, Shaan
Song Lyricists = Sanjay Chhel
Music Composer = Himesh Reshammiya
Director = Sanjay Chhel

Mp3 Song Lyrics

((Ek ladki beqaraar hai, roothe baar baar hai
Jhootha gussa, sachcha pyaar hai
Ab aage kya kahoon, aaj somvaar hai
Come on esha
Hua yeh kya kya kya, esha
Kahoon main kya kya kya, esha
Hua yeh kya kya kya, esha
Kahoon main kya kya kya, esha
Taaza taaza, baheka baheka
Maamla zabardast, teri adaayein hain mast
Hey, taaza taaza baheka baheka
Maamla zabardast, hey teri adaayein hain mast
Chal chalenge chaandni mein
Chhod de nazaakat, teri adaayein hain mast
Taaza taaza, baheka baheka
Maamla zabardast, haai teri adaayein hain mast
Chal chalenge chaandni mein
Chhod de nazaakat, o teri adaayein hain mast

Yaari teri yaari pyaari hai mujhe
Par hatke main hoon ladki, kabhi chhoona na mujhe
Yaari teri yaari pyaari hai mujhe
Par hatke main hoon ladki, kabhi chhoona na mujhe

Upar se hai naa naa, andar se hai haan
Saaya hoon main saaya, tu jaayegi kahan

Aaju baaju aata hai kyoon
Yeh nahin sharaafat, arre mere iraade hai sakht

Taaza taaza baheka baheka
Maamla zabardast, hey teri adaayein hain mast
Chal chalenge chaandni mein
Chhod de nazaakat, hey teri adaayein hain mast
Hey hey, hey hey, hee hee hee, hey hey hey
Masti ka hai mauka, aaja paas mein
Kisne tujhko roka, garmi hai saans mein

Solah main tu satra, simple baat hai
Arre duniya kya kahegi, tera chanchal saath hai

Aankhen meeche aaja peechhe
Pyaar hai zaroorat

Achchha

O teri adaayein hain mast
Taaza taaza baheka baheka
Maamla zabardast, o teri adaayein hain mast
Chal chalenge chaandni mein
Chhod de nazaakat, haai teri adaayein hain mast
Taaza taaza baheka baheka
Maamla zabardast, haai teri adaayein hain mast

La la la la, la la la la, la la la la la la la
La la la la la la la la la

It s mast!...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Taza Taza Baheka Baheka

Taza Taza Baheka Baheka is a song from Kyaa Dil Ne Kahaa 2002. It is sung by Alka Yagnik, Shaan. Lyrics are credited to Sanjay Chhel. Music information: Himesh Reshammiya. Read the lyrics above and view the Kyaa Dil Ne Kahaa 2002 album song list for more songs and album details.