Taqdeer Mein Likha Hai Lyrics, Singer & Song Details

Aage Badho 1947 album cover

Aage Badho 1947 Album Details

Yeshwant Pethkar
Sudhir Phadke
Amar Verma
Dev Anand, Khurshid

album songs
Taqdeer Mein Likha Hai
Singer : Khursheed Bano

Taqdeer Mein Likha Hai Lyrics

Song Lyrics Title = Taqdeer Me Likha Hai
Song Lyrics Movie = Aage Badho (1947)
Singer = Khursheed
Music = Sudhir Phadke
Lyrics by = Amar Varma


Mp3 Song Lyrics


taqadiir me.n likhaa hai merii Thokare.n khaanaa
haa.N
bedard zamaanaa -2

ab kaun sune dil kii kahaanii mere
pochhegaa kaun aa.Nkho.n kaa paanii mere
ye din isii khaanaa bado ke pyaar kiyaa
kyuu.N pyaar kiyaa
marane na diyaa jiinaa bhii dushawaar kiyaa
aayaa na chaar din bhii tumhe.n pyaar nibhaanaa
haay pyaar nibhaanaa
bedard zamaanaa

maiyaa ne mujhe chho.D diyaa
baabul ne mukh mo.D liyaa
saajan ne bhii dil to.D diyaa
haay
is dard kii maarii kaa rahaa kaun Thikaanaa
mai.n kisase aaj ro ke sunaavuu.N ye fasaanaa
sunaavuu.N ye fasaanaa -2
bedard zamaanaa

hai raat andherii mere dil me.n hai andheraa
mere dil me.n hai andheraa
uja.Daa hu_aa hai aaj meraa kal kaa baseraa
haay kal kaa baseraa
bhagawaan -4
bhagawaan merii raat kaa kab hogaa saweraa
kab tak tujhe manazuur hai yuu.N mujhako rulaanaa
haay mujhako rulaanaa
haay -3
bedard zamaanaa -2


Posted by : {Anamika Tyagi}

Taqdeer Mein Likha Hai Video

About Taqdeer Mein Likha Hai

Taqdeer Mein Likha Hai is a song from Aage Badho 1947. It is sung by Khursheed Bano. Lyrics are credited to Amar Verma. Music information: Sudhir Phadke. Read the lyrics above and view the Aage Badho 1947 album song list for more songs and album details.