Tan Ke Tambure Mein Lyrics, Singer & Song Details

Janam Janam Ke Phere 1957 album cover

Janam Janam Ke Phere 1957 Album Details

Manmohan Desai
S. N. Tripathi
Bharat Vyas
Nirupa Roy, Manher Desai, B.M. Vyas

album songs
Tan Ke Tambure Mein
Singer : Manna Dey

Tan Ke Tambure Mein Lyrics

Song Title = Tan Ke Tambure Mein
Movie/Album = Janam Janam Ke Phere (1957)
Singers = Manna Dey
Music By = S N Tripathi
Lyricist = Bharat Vyas

Mp3 Song Lyrics

((Man ka andhiya mita
Faila amar parkash
Naino ne darshan kiye
Bujhi harday ki pyas
Tan ke tambure mein do
Saanso ke tar bole
Jai radhe shyam shyam
Jai sita ram ram
Tan ke tambure mein do
Saanso ke tar bole
Jai radhe shyam shyam
Jai sita ram ram

Ab to is tan ke mandir mein
Parbhu ka hua basera
Parbhu ka hua basera
Ab to is tan ke mandir mein
Parbhu ka hua basera
Parbhu ka hua basera
Magan hua man mera
Magan hua man mera
Chuta janam janam ka fera re
Janam janam ka fera
Man ko muraliya mein
Man ko muraliya mein
Man ko muraliya mein
Sur ka singar bole
Jai radhe shyam shyam
Jai sita ram ram
Tan ke tambure mein
Do saanso ke tar bole
Jai radhe shyam shyam
Jai sita ram ram

Lagi lagan lila dhari se
Jagi re jagmag jyoti
Lagi lagan lila dhari se
Jagi re jagmag jyoti
Ram nam ja heera paya
Ram nam ja heera paya
Shyam nam ka moti
Jagi re jagmag jyoti
Pyasi do ankhiyo mein
Pyasi do ankhiyo mein
Pyasi do ankhiyo mein
Aasu ki dhar bole
Jai radhe shyam shyam
Jai sita ram ram

Tan ke tambure mein
Do saanso ke tar bole
Jai radhe shyam shyam
Jai sita ram ram
Jai radhe shyam shyam
Jai sita ram ram...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Tan Ke Tambure Mein

Tan Ke Tambure Mein is a song from Janam Janam Ke Phere 1957. It is sung by Manna Dey. Lyrics are credited to Bharat Vyas. Music information: S. N. Tripathi. Read the lyrics above and view the Janam Janam Ke Phere 1957 album song list for more songs and album details.