Tamanna Hoon Ke Behlave Lyrics, Singer & Song Details

Main Aur Meri Tanhai 1980 album cover

Main Aur Meri Tanhai 1980 Album Details

Al Waheed
Jagjit Singh
Roshan Nandan
Pradeep Kumar, Deepti Naval, Sushma Seth

album songs
Tamanna Hoon Ke Behlave
Singer : Chitra Singh

Tamanna Hoon Ke Behlave Lyrics

Song Title = Tamanna Hoon Ke Behlave
Movie/Album = Main Aur Meri Tanhai (1981)
Singers = Chitra Singh (Chitra Dutta)
Song Lyricists = Roshan Nandan
Music Director = Jagjit Singh
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Tamannaon ke bahlave mein aksar aa hi jaate hain
Tamannaon ke bahlave mein aksar aa hi jaate hain
Kabhi hum chot khaate hain kabhi hum muskuraate hain
Tamannaon ke bahlave mein aksar aa hi jaate hain

Ham aksar doston ki bewafi seh to lete hain
Ham aksar doston ki bewafi seh to lete hain
Magar hum jaante hain dil hamaare toot jaate hain
Tamannaon ke bahlave mein aksar aa hi jaate hain

Kisi ke saath jab beete huye lamhon ki yaad aayee
Kisi ke saath jab beete huye lamhon ki yaad aayee
Thaki aakhon mein askhon ke sitaare jhilmilaate hain
Tamannaon ke bahlave mein aksar aa hi jaate hain

Ye kaisa istheyaaki deed aur kaisi majboori
Ye kaisa istheyaaki deed aur kaisi majboori
Kisi ki bazm tak hum kyoon jaa jaa ke laut aate hain
Tamannaon ke bahlave mein aksar aa hi jaate hain))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tamanna Hoon Ke Behlave

Tamanna Hoon Ke Behlave is a song from Main Aur Meri Tanhai 1980. It is sung by Chitra Singh. Lyrics are credited to Roshan Nandan. Music information: Jagjit Singh. Read the lyrics above and view the Main Aur Meri Tanhai 1980 album song list for more songs and album details.