Taki O Taki Lyrics, Singer & Song Details

Himmatwala 1983 album cover

Himmatwala 1983 Album Details

K. Raghavendra Rao
Bappi Lahiri
Indeevar
Shoma Anand, Asrani, Arun Govil

album songs
Taki O Taki
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar

Taki O Taki Lyrics

Song Title = Taki O Taki
Song Lyrics Movie =Himmatwala (1983)
Singers = Asha Bhosle, Kishore Kumar
Song Lyricists = Indeevar
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = K. Raghavendra Rao

Mp3 Song Lyrics

((He takee o takee takee takee re, jabase too aankho me jhankee
Takee ho takee takee takee re, jabase mai aankho me jhankee
Are aapas me takadhin takadhin ho gaya
Abb kya rah gaya bakee
Takee ho takee takee takee re, jabase mai aankho me jhankee
Are aapas me takadhin takadhin ho gaya
Abb kya rah gaya bakee
Takee ho takee takee takee re, jabase mai aankho me jhankee

Kaisee yeh agan hai kaisee yeh lagan hai hoy hoy
Milake man bhare nahee kaisa yeh milan hai
Khila khila badan hai galon me chaman hai
Nae nae pyar kee nainon me kiran hai

Meraa diladar too mujhe ikrar hai hay hay
Sara jag jane teraa meraa pyar hai
Hoke badanam aur huye mashhur ham
Abb saree jindagee honge nahee dur ham

He takee o takee takee takee re, jabase too aankho me jhankee
Takee ho takee takee takee re, jabase mai aankho me jhankee......))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Taki O Taki

Taki O Taki is a song from Himmatwala 1983. It is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Himmatwala 1983 album song list for more songs and album details.