Takatu Taka Tai Lyrics, Singer & Song Details

Singhasan 1986 album cover

Singhasan 1986 Album Details

Krishna Ghattamaneni
Bappi Lahiri
Indeevar
Jeetendra, Jaya Prada, Kader Khan, Gurbachan, Mandakini, Waheeda Rehman, Amjad K

album songs
Takatu Taka Tai
Singer : Kishore Kumar, Pulapaka

Takatu Taka Tai Lyrics

Song Title = Takatu Taka Tai
Movie/Album = Singhasan (1986)
Singers = Kishore Kumar, Pulapaka Susheela
Song Lyricists = Indeevar
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = Krishna Ghattamaneni

Mp3 Song Lyrics

((Chalta hai do dilo ka
Kaise sansar pyar se
Aata hai premiyo ko
Kis tarah karaar pyar se
Jivan mein aati hai kaise bahar
Pyar se pyar se pyar se pyar se
Takatu taka tai taka tai
Takatu taka tai taka tai
Pyar ki paheli raat aayi
Pyar ki paheli raat aayi

Zeher bhi ban jaata hai amrit
Pyar se agar piya jaaye
Kaante bhi ban jaate hai kaliyan
Pyar se agar jiya jaae
Zeher bhi ban jaata hai amrit
Pyar se agar piya jaaye
Kaante bhi ban jaate hai kaliyan
Pyar se agar jiya jaae
Khilte hai do dilo ke
Kaise gulzar pyar se
Takatu taka tai taka tai
Takatu taka tai taka tai
Pyar ki paheli raat aayi
Pyar ki paheli raat aayi

Maut use kaise dhoondh paaye jo
Kesuo mein tere kho jaaye
Aag dil ko bujhti hai tab jab
Madhur milan ho jaaye
Maut use kaise dhoondh paaye jo
Kesuo mein tere kho jaaye
Aag dil ko bujhti hai tab jab
Madhur milan ho jaaye
Hota hai tan pe mann ka
Kaise adhikar pyar se
Takatu taka tai taka tai
Takatu taka tai taka tai
Pyar ki paheli raat aayi
Pyar ki paheli raat aayi

Chalta hai do dilo ka
Kaise sansar pyar se
Aata hai premiyo ko kis
Tarah karaar pyar se
Jivan mein aati hai kaise bahar
Pyar se pyar se pyar se pyar se
Takatu taka tai taka tai
Takatu taka tai taka tai
Pyar ki paheli raat aayi
Pyar ki paheli raat aayi.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Takatu Taka Tai

Takatu Taka Tai is a song from Singhasan 1986. It is sung by Kishore Kumar, Pulapaka. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Singhasan 1986 album song list for more songs and album details.