Tak Dhina Tak Dhina Lyrics, Singer & Song Details

Tu Chor Main Sipahi 1996 album cover

Tu Chor Main Sipahi 1996 Album Details

Guddu Dhanoa
Dilip Sen, Sameer Sen
Anand Bakshi
Akshay Kumar, Saif Ali Khan, Tabu, Pratibha Sinha

album songs
Tak Dhina Tak Dhina
Singer : Alka Yagnik, Kumar Sanu

Tak Dhina Tak Dhina Lyrics

Song Title = Tak Dhina Tak Dhina
Movie/Album = Tu Chor Main Sipahi (1996)
Singers = Alka Yagnik, Kumar Sanu
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Dilip Sen, Sameer Sen
Director = Guddu Dhanoa

Mp3 Song Lyrics

((Tak dhina tak dhina
Tak dhina tak dhina dhina
Tak dhina tak dhina
Haye muskil hai jeena
Tak dhina tak dhina
Haye muskil hai jeena
Meri neend churane wali
Ho mera chain churane wali
Dekho pakdi gayi hasina

Ta thaiya ta thaiya
Main mar gayi haye daiya
Ta thaiya ta thaiya
Main mar gayi haye daiya
Meri neend churane wala
Mera chain churane wala
Dekho pakda gaya sipaiya
Ta thaiya ta thaiya
Main mar gayi haye daiya
Tak dhina tak dhina
Haye muskil hai jeena

Yeh dur nagar ke premi hai
Yeh prem nagar mein rehte hai
Yeh inki prem kahani hai
Ek raja hai ek rani hai

Yeh chudiya jo chhanka rahi hai
Kis baat pe tu itra rahi hai
Pinjre mein panchhi
Ghabhra raha hai
Iska maza mujhko aa raha hai
Sapno mien aane wala
Mujhe raat jagane wala
Dekho pakda gaya sipaiya
Ta thaiya ta thaiya
Main mar gayi haye daiya
Tak dhina tak dhina
Haye muskil hai jeena

Ek teri bindiya ek tera kajal
Dono ne kar dala mujhko pagal
Joban ka yeh pehla saal mera
Tune kiya hai kya haal mera
Mera rang churane wala
Mera roop udane wala
Dekho pakda gaya sipaiya
Ta thaiya ta thaiya
Main mar gayi haye daiya
Ta thaiya ta thaiya
Main mar gayi haye daiya
Meri neend churane wala
Mera chain churane wala
Dekho pakda gaya sipaiya

Tak dhina tak dhina
Haye muskil hai jeena
Tak dhina tak dhina
Haye muskil hai jeena
Meri neend churane wali
Ho mera chain churane wali
Dekho pakdi gayi hasina
Tak dhina tak dhina
Haye muskil hai jeena
Tak dhina tak dhina
Haye muskil hai jeena

Yeh dur nagar ke premi hai
Yeh prem nagar mein rehte hai
Yeh inki prem kahani hai
Ek raja hai ek rani hai
Yeh chori chori milte hai
Baago mein phul khilte hai
Ek chanda sang chakori hai
Ek chhora hai ek chhori hai))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tak Dhina Tak Dhina

Tak Dhina Tak Dhina is a song from Tu Chor Main Sipahi 1996. It is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Dilip Sen, Sameer Sen. Read the lyrics above and view the Tu Chor Main Sipahi 1996 album song list for more songs and album details.