Tadpati Hai Tarsati Hai Lyrics, Singer & Song Details

Tera Mera Saath Rahen 2001 album cover

Tera Mera Saath Rahen 2001 Album Details

Mahesh Manjreker
None
None
Ajay Devgn, Dushyant Wagh, Sonali Bendre, Namrata Shirodkar

album songs
Tadpati Hai Tarsati Hai
Singer : Alka Yagnik, Udit Narayan

Tadpati Hai Tarsati Hai Lyrics

Song Title = Tadpati Hai Tarsati Hai
Movie/album = TERA MERA SAATH RAHEN
Singer(s) = Alka Yagnik, Udit Narayan

Mp3 Song Lyrics

((--MALE--
Tarsaati hai, tadpaati hai
Deewana sa kar jaati hai
Ho, yaadon se keh do
Yaad kyoon aati hai, yaad kyoon aati hai - 2
--FEMALE--
Tarsaati hai, tadpaati hai
Deewana sa kar jaati hai
Ho, yaadon se keh do
Yaad kyoon aati hai, yaad kyoon aati hai - 2
Beeta sukh bhi dukh lagta hai
Jab yaadein aati hai
Haan, beeta sukh bhi dukh lagta hai
Jab yaadein aati hai
Bhooli bisri apni saari
Baatein dohraati hai
--MALE--
Aaj bhi meri saanson ko
Teri zulfein mahekaati hai
Lehraati hai, behlaati hai
Deewana sa kar jaati hai
--FEMALE--
Ho, yaadon se keh do
Yaad kyoon aati hai, yaad kyoon aati hai - 2
Woh galiyan, woh ghar, woh manzar
Yaadon mein aate hain
Haan, woh galiyan, woh ghar, woh manzar
Yaadon mein aate hain
Yeh aansu, yeh dard-e-dil
Yaadon ki saugaatein hain
--MALE--
Door hai tu nazron se
Par mere saamne muskaati hai
Sharmaati hai, ghabraati hai
Deewana sa kar jaati hai
--FEMALE--
Haan, yaadon se keh do
Yaad kyoon aati hai, yaad kyoon aati hai
--MALE--
Yaad kyoon aati hai, yaad kyoon aati hai
--FEMALE--
Tarsaati hai, tadpaati hai
Deewana sa kar jaati hai
--MALE--
Ho, yaadon se keh do
Yaad kyoon aati hai
--FEMALE--
Yaad kyoon aati hai
--MALE--
Yaad kyoon aati hai
--FEMALE--
Yaad kyoon aati hai))


Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tadpati Hai Tarsati Hai

Tadpati Hai Tarsati Hai is a song from Tera Mera Saath Rahen 2001. It is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Tera Mera Saath Rahen 2001 album song list for more songs and album details.