Tadpa Ke Mujhe Ab Chhod Lyrics, Singer & Song Details

Namoona 1949 album cover

Namoona 1949 Album Details

Hira Singh
C Ramchandra
None
Kishore Sahu, Kamini Kaushal, Leela Chitnis

album songs
Tadpa Ke Mujhe Ab Chhod
Singer : Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Tadpa Ke Mujhe Ab Chhod Lyrics

Song Title = Tadpa Ke Mujhe Ab Chhod
Movie/album = Namoona (1949)
Singers = Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Song Lyricists = N/A
Music Director = C. Ramchandra
Director = Hira Singh
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Tadpa ke mujhe ab chhod
Diya dil todane waale yaad
Rahe ho yaad rahe
Aansu na bahana mere liye
Duniya teri aabad rahe aabad rahe

Jab pyaar ki duniya lut jaaye
Phir ji kar bhi kya lena hai
Jab pyaar ki duniya lut jaaye
Phir ji kar bhi kya lena hai
Armaan tadap kar kahate hai
Barbaad the ham barbaad
Rahe barbaad rahe

Mai tham ke aansu palako me
Chupake chupake jal jaaunga
Mai tham ke aansu palako me
Chupake chupake jal jaaunga
Is dil me dard basaa lunga
Ab kyun isame teri yaad
Rahe teri yaad rahe
Tadpa ke mujhe ab chhod
Diya dil todane waale yaad
Rahe ho yaad rahe.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Tadpa Ke Mujhe Ab Chhod

Tadpa Ke Mujhe Ab Chhod is a song from Namoona 1949. It is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to None. Music information: C Ramchandra. Read the lyrics above and view the Namoona 1949 album song list for more songs and album details.