Tadke Tadke Ho Tadke Lyrics, Singer & Song Details

Aakrosh 1998 album cover

Aakrosh 1998 Album Details

Lateef Binny
Anand Raj Anand
Anand Raj Anand
Sunil Shetty, Shilpa Shetty

album songs
Tadke Tadke Ho Tadke
Singer : Udit Narayan

Tadke Tadke Ho Tadke Lyrics

Song Lyrics Title = Tadke tadke
Song Lyrics Movie = Aakrosh 1998
Singers = Udit, Abhijeet
Music Composer = Anand Raj Anand
Lyrics = Anand Raj Anand


Mp3 Song Lyrics

subha savere
hey subha savere naina ho gaye char
subha savere naina ho gaye char
haye tadke tadke ho tadke hi tadke
hey tikhi nigaho ka ho gaya war
tikhi nigaho ka ho gaya war
haye tadke tadke ho tadke hi tadke
unki nazar se nazar kya mili
murjhaye dil ki kali khili
ae husn wale miljul ke chal
nazre chura ke kaha chali
dil leke dil de na kar inkar
haye tadke tadke ho tadke hi tadke
subha savere naina ho gaye char
haye tadke tadke ho tadke hi tadke

jeans angrejo wali ungli me car ki chabi
bal hai kitne lambe oye kudi mainu lage punjabi
dil kahe balle balle dil kahe balle balle
oye dil kahe balle balle dil kahe balle balle
chalo thoda aage chale chalo thoda aage chale
jeans angrejo wali ungli me car ki chabi
bal hai kitne lambe kudi mainu lage punjabi
puchh le puchh le ho na jaye kahi gussa
jyada se jyada tujhko pad jayega jutta
ho aapas me bate hi karte rahenge
ya kisi ladki se bhi kuch kahenge
koi aur karke jatan inke dil ko
jitega aur hum takte rahenge
aisi ki taisi

hey aisi ki taisi kuch karna hai yaar
tadke tadke ho tadke hi tadke
subha savere naina ho gaye char
tadke tadke ho tadke hi tadke

dekh wo kurte wali jiski hai bagal me kuta
dekh ke man karta hai kya kash mai hota kuta
dekh wo kurte wali jiski hai bagal me kuta
dekh ke man karta hai kash mai hota kuta
chhod yaar chhod yaar hoti hai magrur sab
magrur to hum bhi hai par banegi apni bat kab

mujhko to kuch kuch yu lag raha hai
jadu hamara asar kar raha hai
wo dekh pichhe mudke zara
danda pakad ke kaun aa raha hai
lagta hai ab to

lagta hai padegi humko mar
tadke tadke ho tadke hi tadke
subha savere naina ho gaye char
tadke tadke ho tadke hi tadke
tikhi nigaho ka ho gaya war
tadke tadke ho tadke hi tadke..


Posted by : {Anamika Tyagi}

Tadke Tadke Ho Tadke Video

About Tadke Tadke Ho Tadke

Tadke Tadke Ho Tadke is a song from Aakrosh 1998. It is sung by Udit Narayan. Lyrics are credited to Anand Raj Anand. Music information: Anand Raj Anand. Read the lyrics above and view the Aakrosh 1998 album song list for more songs and album details.