Taar Taar Baj Raha Lyrics, Singer & Song Details

School Master 1959 album cover

School Master 1959 Album Details

B Ramakrishnaiah Panthulu
Vasant Desai
Kavi Pradeep
Karan Dewan, Shakila, Saroja Devi B

album songs
Taar Taar Baj Raha
Singer : Manna Dey, Lata Mangeshkar

Taar Taar Baj Raha Lyrics

Song Title = Taar Taar Baj Raha
Movie/Album = School Master (1959)
Singer = Manna Dey, Lata Mangeshkar
Music By = Vasant Desai
Lyricist = Kavi Pradeep

Mp3 Songs Lyrics

((tar tar baj raha dil ke sur bahar ka
gungunale aa piya geet aaj pyar ka
aa piya sajaniya aa piya sajaniya

tar tar baj raha dil ke sur bahar ka
gungunale aa piya geet aaj pyar ka
aa piya sajaniya aa piya sajaniya

aake hath thamle mujhpe nasha cha gaya
jab kisi ka dil lute aaj wo din aa gaya
aake hath thamle mujhpe nasha cha gaya
jab kisi ka dil lute aaj wo din aa gaya
lutle aaj maja is bahar ka
aa piya sajaniya aa piya sajaniya

samjh le sajan ye jawani ka isara
jawani ka isara
ye wo umar hai jo nahi aaye dobara
nahi aaye dobara
aa piya sajaniya aa piya sajaniya

ye rangila waqt hai dur dur kyu rahe
ho dil se dil mila hai jab fir judai kyu sahe
ye rangila waqt hai dur dur kyu rahe
ho dil se dil mila hai jab fir judai kyu sahe
aaj ke mausam ke kam kya intzar ka
aa piya sajaniya aa piya sajaniya..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Taar Taar Baj Raha

Taar Taar Baj Raha is a song from School Master 1959. It is sung by Manna Dey, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Kavi Pradeep. Music information: Vasant Desai. Read the lyrics above and view the School Master 1959 album song list for more songs and album details.