Taar Bijli Se Patley Lyrics, Singer & Song Details

Gangs Of wasseypur2 2012 album cover

Gangs Of wasseypur2 2012 Album Details

Anurag Kashyap
Sneha Khanwalker
Varun Grover
Nawazuddin Siddiqui, Vineet Kumar Singh, Huma Qureshi, Richa Chadda, Tigmanshu D

album songs
Taar Bijli Se Patley
Singer : Padmashree, Sharda Sinha

Taar Bijli Se Patley Lyrics

Song lyics title = Taar Bijli Se Patley
Song lyics Movie = Gangs Of wasseypur2 (2012)
Singer = Padmashree, Sharda Sinha
Music Composer = Sneha Khanwalker
Lyricist = Varun Grover

mp3 song lyrics

((Taar bijli se patley, humaare piya -2

O ri saasu bata tuney yeh kya biya -2

Sookh ke ho gaye hain chhuaare piya -2

Bechaarey piya

Sab haarey piya

Kuchh khaatey nahin hain

Kuchh khaatey nahin hain humaarey piya

O ri saasu bata tuney yeh kya biy

Taar bijli se patley humaare piya

Kha dhatoora ji sutley humaare piya,

Maara dhakka na uthley dulaare piya, -2

O re bapu bata tuney yeh kya biya,

Yeh kya biya tuney yeh kya biya

(chorus) Gulaabi Chachha

Gulaabi Chachha ki kyaari mein kaanta bhara

Na idhar na udhar hi sihaare piya

Taar bijli se

Ghupp andhera mein chaltey, dulaarey piya,

Ghupp andhera mein chaltey, dulaarey piya,

Jindagi kolbari, phoot paani bhara,

Aarra Chhapra ke Babuji yeh kya kiya?

Loknayak jalaaye yeh kaisa diya? -2

Bhaav koyla ke bik-lay dihaari piya

Nihaari piya Bihaari piya

Maarey dukh ke ji phootey fuhaarey piya

Haan fuhaare-fuhaarey-fuhaarey piya

Taar bijli se patley, humaare piya
Taar bijli se patley, humaare piya
O ri saasu bata tuney yeh kya biya

O ri saasu bata tuney yeh kya biya

O ri bhauji bata tuney yeh kya biya

O re Bapu bata tuney yeh kya biya

O re Chacha bata tuney yeh kya biya
Loknayak bata tuney yeh kya biya

Jan-nayak bata tuney yeh kya biya

Baba Saaheb bata tuney yeh kya biya

Taar bijli se patle humaare piya...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Taar Bijli Se Patley

Taar Bijli Se Patley is a song from Gangs Of wasseypur2 2012. It is sung by Padmashree, Sharda Sinha. Lyrics are credited to Varun Grover. Music information: Sneha Khanwalker. Read the lyrics above and view the Gangs Of wasseypur2 2012 album song list for more songs and album details.