Taal Pe Jab Lyrics, Singer & Song Details

Refugee 2000 album cover

Refugee 2000 Album Details

J. P. Dutta
Anu Malik
Javed Akhtar
Jackie Shroff, Sunil Shetty, Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor

album songs
Taal Pe Jab
Singer : Alka Yagnik, Sonu Nigam

Taal Pe Jab Lyrics

Song Title = Taal Pe Jab
Movie/album = Refugee (2000)
Singers = Alka Yagnik, Sonu Nigam
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Director = Anu Malik
Director = Jyoti Prakash Dutta

Mp3 Song Lyrics

((Aa aa aa aa aa
Haye, hoo oo oo
Taal pe jab ye zindgani chali
Oo oo oo, taal pe jab ye zindgani chali
Hum hain deewane,
Hum hain deewane ye kahani chali
Ooo ooo ooo aa aa aa aa
Taal pe jab ye zindgani chali
Taal pe jab ye zindgani chali
Hum hain deewane ye kahani chali
Ooo ooo ooo ooo ooo ooo
Aa aa aa aa aa aa aa aa aa

Teri nazar ki dhoop hai
Jisne mujhko roop diya hai
Nikhar gayee hoon sawar gayee hoon
Jabse pyaar kiya hai
Teri nazar ki dhoop hai
Jisne mujhko roop diya hai
Nikhar gayee hoon sawar gayee hoon
Jabse pyaar kiya hai
Sach to ye hai sanam
Hai ye tera karam
Hosh saara gavaan ke deewani chali
Taal pe jab ye zindgani chali
Taal pe jab ye zindgani chali
Hum hain deewane ye kahani chali
Ooo ooo ooo
Aa aa aa aa aa aa aa aa

Sach kehta hoon, maine jabse thaama hai ye aanchal
Meri duniya mein har pal hai, jaise koi hulchul
Sach kehta hoon, maine jabse thaama hai ye aanchal
Meri duniya mein har pal hai, jaise koi hulchul
Sapnay sajnay lagey, saaz bajnay lagey
Badlaa mausam hawa jo suhani chali
Taal pe jab ye zindgani chali
Taal pe jab ye zindgani chali
Hum hain deewane ye kahani chali
Ooo ooo ooo
Aa aa aa aa aa aa aa aa aa..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Taal Pe Jab

Taal Pe Jab is a song from Refugee 2000. It is sung by Alka Yagnik, Sonu Nigam. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Refugee 2000 album song list for more songs and album details.