Swarag Se Sunder Title Lyrics, Singer & Song Details

Swarag Se Sunder 1986 album cover

Swarag Se Sunder 1986 Album Details

K. Bapaiah
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Jeetendra, Mithun Chakraborty, Jayapradha, Padmini Kolhapure, Asrani

album songs
Swarag Se Sunder Title
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar

Swarag Se Sunder Title Lyrics

Song Title = Swarag Se Sunder (Title)
Movie/album = Swarag Se Sunder (1986)
Singers = Asha Bhosle, Kishore Kumar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = K. Bapaiah

Mp3 Song Lyrics

((Apna ghar hai swarg se sundar ho
Apna ghar hai swarg se sundar
Arey swarg me kaha se aaye mchhar
Haye ye mchhar
Swarg me kaha se aaye mchhar
Arey mchhar bhi aashiq hai

Tum par kya karu haye mai kya karu
Haye mai kya karu, haye mai kya karu
Apna ghar hai swarg se sundar
Par kat raha hai mujhko bistar achha
Ye bistar, kat raha hai mujhko bistar

Arey bistar bhi aashiq hai
Tum par kya karu, haye mai kya karu
Haye mai kya karu, haye mai kya karu
Apna ghar hai swarg se sundar

Shadi se pehle ki rate bhul gaye tum sari bate
Shadi se pehle ki rate bhul gaye tum sari bate
Arey, nayi mohabbat nayi, hai nayi jawani
Arey nayi mohabbat nayi, nayi jawani

Ho gayi ab har chij purani
Ho gayi ab har chij purani
Yaad wo din aate hai aksar kya karu
Haye mai kya karu, haye mai kya karu
Haye mai kya karu,
Apna ghar hai swarg se sundar

Pyar me ye gusa achha hai
Par bich me ye tkiya kyu rkha hai
Pyar me ye gusa achha hai
Par bich me ye tkiya kyu rkha hai
Bat hai lambi rat hai thodi
Kisne bnayi thi ye jodi

Mai hu shisha tum ho pathar kya karu
Haye mai kya karu, haye mai kya karu
Haye mai kya karu,
Apna ghar hai swarg se sundar

Jo hota hai wo hone do
Jo hota hai wo hone do
Mujhko thoda sa sone do
Ghar aate hi aa gayi nindiya
Kahe lgayi maine bindiya
Ghar aate hi aa gayi nindiya
Kahe lgayi maine bindiya

Baithi rah gayi mai sajdaj kar kya karu
Haye mai kya karu, haye mai kya karu
Haye mai kya karu, haye mai kya karu
Apna ghar hai swarg se sundar
Swarg me kaha se aaye mchhar
Ye mchhar

Swarg me kaha se aaye mchhar
Arey mchhar bhi aashiq hai
Tum par kya karu haye mai kya karu
Haye mai kya karu, haye mai kya karu
Apna ghar hai swarg se sundar..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Swarag Se Sunder Title

Swarag Se Sunder Title is a song from Swarag Se Sunder 1986. It is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Swarag Se Sunder 1986 album song list for more songs and album details.