Suno Yaar Mere I Lyrics, Singer & Song Details

Sarhad 1995 album cover

Sarhad 1995 Album Details

Mahendra Shah
Sukhwinder Singh
Sameer
Raj Babbar, Deepak Tijori, Farha Naaz, Kulbhushan Kharbanda, Danny Denzongpa, Bo

album songs
Suno Yaar Mere I
Singer : Kumar Sanu, Sadhana Sargam

Suno Yaar Mere I Lyrics

Song Title = Suno Yaar Mere I
Movie/Album = Sarhad (1995)
Singer = Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Music Director = Sukhwinder Singh
Lyricist = Sameer

Mp3 Songs Lyrics

((suno yar mere wo dil bhi kya dil hai
ke jis dil me darde mohabbat nahi hai
mera nafrato se bhala wasta kya
mujhe pyar karne se fursat nahi hai
ke mai dosto ki nazar me rahunga
mujhe dusmano ki jarurat nahi hai

jaha koi gum hai wahi pe khushi hai
jo haske gujare wahi zindagi hai
na pal ka pata hai
na kal ki khabar hai
musafir na jane ki manzil kidhar hai
manzil kidhar hai
manzil kidhar hai
manzil kidhar hai
suno yar mere wo dil bhi kya dil hai
ke jis dil me darde mohabbat nahi hai

kahi dard bato kisi ko hasao
sabab dosti ka jaha ko batao
kahi na koi humsafar chut jaey
dekho kisi ka na dil tut jaye..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Suno Yaar Mere I

Suno Yaar Mere I is a song from Sarhad 1995. It is sung by Kumar Sanu, Sadhana Sargam. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Sukhwinder Singh. Read the lyrics above and view the Sarhad 1995 album song list for more songs and album details.