Suno Sajna Papihe Ne Kaha Lyrics, Singer & Song Details

Aaye Din Bahar Ke 1966 album cover

Aaye Din Bahar Ke 1966 Album Details

Raghunath Jalani
Laxmikant , Pyarelal
Anand Bakshi
Dharmendra, Asha Parekh, Balraj Sahni

album songs
Suno Sajna Papihe Ne Kaha
Singer : Lata Mangeshkar

Suno Sajna Papihe Ne Kaha Lyrics

Song lyrics Title = Suno Sajna Papihe Ne
Song lyrics Movie = Aaye Din Bahaar Ke (1966)
Singer = Lata Mangeshkar
Music Director(s) = Laxmikant Pyarelal
Lyricist(s) = Anand Bakshi


Mp3 songs lyrics

((suno sajna papihe ne
kaha sabse pukaarke
sambhal jaao chaman waalo
ke aaye din bahaar ke
suno sajna

phoolo, ki daaliya bhi yehi geet gaa rahi hai
ghadiya piya milan ki nazdeek aa rahi hai
hawaao ne jo chhede hain
fasaane hain woh pyaar ke
sambhal jaao chaman waalo
ke aaye din bahaar ke
suno sajna

dekho, na aise dekho, marzi hai kya tumhaari
bechain na kar na dena timko kasam hamaari
hami dushman na ban jaaye
kahi apni qaraar ke
sambhal jaao chaman waalo
ke aaye din bahaar ke
suno sajna

baago main pad gaye hain,
saawan ke mast jhoole
aisa sama jo dekha raahi bhi raah bhoole
ke jee chaaha yahi rakh dein
umar saari guzaar ke
sambhal jaao chaman waalo
ke aaye din bahaar ke
suno sajna ..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Suno Sajna Papihe Ne Kaha Video

About Suno Sajna Papihe Ne Kaha

Suno Sajna Papihe Ne Kaha is a song from Aaye Din Bahar Ke 1966. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant , Pyarelal. Read the lyrics above and view the Aaye Din Bahar Ke 1966 album song list for more songs and album details.